Results 1 to 2 of 2

Thread: Ghazal: Tum Mere dard bhi, gham bhi, aalam bhi tum

  1. #1
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    candel Ghazal: Tum Mere dard bhi, gham bhi, aalam bhi tum

    Tum mere dard bhi, gham bhi, alaam bhi tum,
    Tumn mera chain ho jana, mera araam bhi tum,

    Kamyaabi ko nahin hum ne tumhe chahaa hai ,
    Hum tumhare hain bhaley ho gaye nakaam bhi tum,

    Main maseeha hoon agar, mera wazeefa tum ho,
    Main hoon mujrim meri jaan mera ilzaam bhi tum,

    Kya zaroorat hai mujhe dard ke me’khaanon ki,
    Tumhi nasha, tumhi paimaana, mera jaam bhi tum,

    Mukhtlif se bahaanon se mujhe sochtey ho,
    Aik din khul ke pukaro ge mera naam bhi tum,

    Yeh seyaasat bhi ajab khail hai bholey panchi,
    Yahan seyaad bhi tum ho, to teh’daam bhi tum,

    Jis se roshan mera aangan hai tumhi ho woh chiraag,
    Sach to yeh hai ke tumhi ghar ho, dar-o-baam bhi tum,

    Last edited by R. M. Dixit; 28-01-2015 at 06:56 PM.

  2. #2
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default

    bu - Ghazal:  Tum Mere dard bhi, gham bhi, aalam bhi tum





Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •