Results 1 to 3 of 3

Thread: Mohabbat Kadah Competition February 2015

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    candel Mohabbat Kadah Competition February 2015

    salam1 - Mohabbat Kadah Competition February 2015

    Sawal Yeh Hai...

    Maine Dekha Hai k Kuch Log Mohabbat Ko Bura Bhi Nahi Kehtey tu Koi Khas Attract Bhi Nahi Hotey Mohabbat Sey..Is Duniya K Logo Ki waja Se Kafi Log Mohabbat Se Khaif Rehtey Hain...Kuch Logo ne Mohabbat ko bhot badnaam kardya hai... in he wajohat ki bina per kuch log Mohabbat Se Uljhey Uljhey rehty hain ?

    App k khayal main yeh baat kis had tak sahi hia ...





    Rules:

    Ek member ek hi baar share karay ga
    Same aur edit sharing accept nahi hogi
    Last date
    28/2/2015 hai
    Winner Admins decide karen gy.


  2. #2
    Join Date
    Jun 2011
    Location
    China
    Posts
    4,834
    Mentioned
    29 Post(s)
    Tagged
    9237 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default


    jo log muhabbat say attract nahi hotay un ki zindagi mai shaid kabhi muhabbat nay apna roop dikhaya hee nai huta.. jo log muhabbat ko badnaam krtay hain wo log jantay hee nahi muhabbat hoti kya hay..aur jo log muhabbat jantay hian..jin k lyay muhabbat sab kuch hay..jin ka orhna bichona muhabbat hay un k lyay kaisi uljhan.. muhabbat tu baydhyani hay..muhabbat bayirada hay..jab muhabbat hee soch samajh kr nahi hoti tu phr mushkilain kya aur uljhanain kya..muhabbat itna khoobsoorat aur bilairada jazba hay jo jab paida hu jata hay tu sab khadshaat baymaini hu jatay hain,,
    Zindagi tu apnay he qadmun pe chalti hay Faraz
    Auron k Sahary tu Janazy utha kartay hain

  3. #3
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default


    Maine Dekha Hai k Kuch Log Mohabbat Ko Bura Bhi Nahi Kehtey tu Koi Khas Attract Bhi Nahi Hotey Mohabbat Sey..Is Duniya K Logo Ki waja Se Kafi Log Mohabbat Se Khaif Rehtey Hain...Kuch Logo ne Mohabbat ko bhot badnaam kardya hai... in he wajohat ki bina per kuch log Mohabbat Se Uljhey Uljhey rehty hain ?

    App k khayal main yeh baat kis had tak sahi hia ...


    Barhy hi ajeeb log hain bayi aise
    suni sunayi baton pe yaqeen ker lety hain
    Muhabbat jese pakeezgi or hawas jesi gandgi ko ek hi trazo mai tol dety hain
    Ary bayi khudgharzi or qurbani mai zameen asman ka farq hai!
    Muhabbat se badguman kia hona or ku hona...
    ye to bilkul aise hai jese logon ne abaya ko badnam kia, aur darhi rakhny ko badnam kia
    to kia is se pardy ki ehmiyat kam ho jati hai ya sunnat ka jamal nhi rehta??
    Muhabbat to khobsorat hai
    ye badnam hony ki cheez hai ya khaif
    ye to fitri jazba hai
    Jo is se waqif nhi wo is k husan se b na ashna rehty hain...


Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •