Page 2 of 5 FirstFirst 1234 ... LastLast
Results 11 to 20 of 50

Thread: Karachi 1st Day Kahani 24 Jan 2015

  1. #11
    Join Date
    Sep 2011
    Location
    Jadoo Nagri
    Posts
    19,712
    Mentioned
    198 Post(s)
    Tagged
    8340 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default

    Walaikum O Assalam

    Wah bohat maza aaya tumharay saath saath main bhi har jaga ghoom lee

    Excitement ki waja say aisa hi hota han PIA walay to bas last year meri flight yahan

    dopehar 2:30 chalni thee raat 9 chali aur lhr subha 5 bajay puhanchi

    Haye Allah sheem gol gappay zinger aaaannnnn main kion kafiron k mulk mai aa gyi

    Bohat maza aaye hogana mera dil kar rha mai bhi hoti wahan

    Chalo khair parh liya pics dekh leen samjho aadha safar to ho hi gaya

    ab jaldi jaldi dasso aagay ki kahani

  2. #12
    Join Date
    Oct 2014
    Location
    Karachi
    Posts
    55
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    198 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default

    Walaikum Assalam,

    wah g pehle pehle pehle pyar ki taerha pehla din bhi asani se nhi bholna karachi ka bht acha lga parh k aap k safarname ki pehli qist kati pahari hmare gahr se nazar aati hai per qareeb ja k bht kum dekhii u ne dikha di aaj ohh Mazar e Quaid itni jaldi band ho jata hai u nphr again gai wahan??

    hahahaha han hamre han k zoo ka ye hi hal hai pinjre khali pare hain kunk janwer to bahar azaad ghoom rahe hain na sheher main jitne dekh liye shukar hi karo yehan koi dhiyan nhi is tarf jabk bache kitna khush hote hain zoo k visit se

    mumtaz mehal ab tak hai?? kesi lagi u ko kuch bataya nhi u ne is bare mainnnnn

    aur ye gol gappe uff subha subha dil tarpa dia haidery p ahbab e shirin k pass kahye kya ?? wahan bht ache milte hain ma b jaongi ab dil krne laga khane ko pics dekh k

    aap ki host bht achi thin itne pyar se rakah aur dishes bnain first day se hi ghumaya u r lucky aur itna bara wala zinger u wese b nhi kha patiii

    first day ka to maza agya aur ab next day ka w8 hai jaldi se post krna aur ab sad wale emo zra kum dalna na kuch kuch hone lagta hai



  3. #13
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    223
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    3 Thread(s)
    Rep Power
    17

    Default

    Quote Originally Posted by sheem View Post


    kabhi dhang ka reply b kar dete hain
    Mere Dhang kai replay per u Nai kon sa dhang ka replay daina hai

  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    223
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    3 Thread(s)
    Rep Power
    17

    Default

    Quote Originally Posted by naz View Post
    adat nahi usko dhang k replies ki
    Aadatain Ab bhe wo he hain Apni To

  5. #15
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by attiaahsan View Post
    Wooow w hooon sheem lag raha u k sath hum log b ghum le gaye khi
    Tu seen kuch youn ho ga naz ne humin phool pesh kiye
    Yeh jaari hai walla masla theek nahi jab parh rahy tu dil kar raha sara aik sath hi parh lin khiar waiting wating 2


    haan tu SD Admin ko paish kye na u sub ko he kiye samjho
    hayeee itni piyari lag rahe thi jab airport se nikli dil khush hogaya dekh ker jano bhi ko
    maza aya bhot uske sath
    tora tora kar k islye likhna k parhne main asani or likhne main b ho or yaad rahe sub kuch zahn se nikal na jaye ,,sath sath us jaga k pics b lagti jaye gi na

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by *Maliha* View Post
    Walaikum O Assalam

    Wah bohat maza aaya tumharay saath saath main bhi har jaga ghoom lee

    Excitement ki waja say aisa hi hota han PIA walay to bas last year meri flight yahan

    dopehar 2:30 chalni thee raat 9 chali aur lhr subha 5 bajay puhanchi

    Haye Allah sheem gol gappay zinger aaaannnnn main kion kafiron k mulk mai aa gyi

    Bohat maza aaye hogana mera dil kar rha mai bhi hoti wahan

    Chalo khair parh liya pics dekh leen samjho aadha safar to ho hi gaya

    ab jaldi jaldi dasso aagay ki kahani

    aho ina mushkil horaha tha intizaar karna k jaldi se ajaye bus bar bar call kakre dekh rhae thi k fone on hua k nahi agaye ke naih

  7. #17
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by fareenaa View Post
    Walaikum Assalam,

    wah g pehle pehle pehle pyar ki taerha pehla din bhi asani se nhi bholna karachi ka bht acha lga parh k aap k safarname ki pehli qist kati pahari hmare gahr se nazar aati hai per qareeb ja k bht kum dekhii u ne dikha di aaj ohh Mazar e Quaid itni jaldi band ho jata hai u nphr again gai wahan??

    hahahaha han hamre han k zoo ka ye hi hal hai pinjre khali pare hain kunk janwer to bahar azaad ghoom rahe hain na sheher main jitne dekh liye shukar hi karo yehan koi dhiyan nhi is tarf jabk bache kitna khush hote hain zoo k visit se

    mumtaz mehal ab tak hai?? kesi lagi u ko kuch bataya nhi u ne is bare mainnnnn

    aur ye gol gappe uff subha subha dil tarpa dia haidery p ahbab e shirin k pass kahye kya ?? wahan bht ache milte hain ma b jaongi ab dil krne laga khane ko pics dekh k

    aap ki host bht achi thin itne pyar se rakah aur dishes bnain first day se hi ghumaya u r lucky aur itna bara wala zinger u wese b nhi kha patiii

    first day ka to maza agya aur ab next day ka w8 hai jaldi se post krna aur ab sad wale emo zra kum dalna na kuch kuch hone lagta hai



    haan g mumtaz mahal hia ary news walo ne prog kia tha waha jabhi main isko wo dikhana chahti thi...wo larka he hia ...bus roti rozi k lye aisa bana hua...

    Ahbab e shiree k pass jo footpath per thailey lagtey waha se khati me...

    maine iske ane se phele he sari planning ki hue thi k hum ne kaisa kab kia karna hai..maine apne bhai ko faisalbad se isk liye bulaya tha k hamain wo ghuma sakey,,bhai ki waja se hum late nite tak ghomey hian ...her jaga jab dil chaha chale gaye ..raat sone se phele main bhai ko batadeti thi k agli subha hum ne kha kha jana hai hahahah or kia kia khana hai lolzzz...planning se sb kia tu ho b gaya werna sochne beth jate tu sara din sochne main lgta...sheem k ami abu tu zaida tar jatey nahi the hum tenno he jate the her jaga or sath kabhi kabhi mera bahteja hota tha bus bht enjoy ki sub ne aik dosre ki company or bht hansi mazak her jaga fun hua ...bhai b jolly hai tu wo b sheem se phele b mila hua tu apas main frankly he the sb ...gathering achi bun gaye thi...ami log tu mazak urane lag gaye the hum logo ka ke yeh log subha jate shaam ko kuch dair k lye ate or phir chale jate hahahha rest karne atey hain bus yeh tori dair hahahaha hum log chup chap phir niikal jate hahahahahahaha maine khud b kabhi itna nahi ghoma ...raat ke waqt he her jaga jaya jata .,,sheem k sath din k waqt khi dekhne ka moqa mila or bhot acha lga haseen khi hai boss bht her jaga lajawab lagti hai din main dekhne k laiq hai her jaga ...

    or maze ki baat mera bhai road bhool jata hahaha phir idher udhar ghomaye phirta hahahaha hans hans k bura hal hojata ..her her chez ko enjoy kiya bhot zaida ...Allah dobara dikhaye aisa waqt Ameen suma AMEEN

  8. #18
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by Irfan View Post
    Mere Dhang kai replay per u Nai kon sa dhang ka replay daina hai

    u dhang k bun tu jao fir reply bhi dhang k ajaye gai

  9. #19
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Photobucket

    Quote Originally Posted by Irfan View Post
    Aadatain Ab bhe wo he hain Apni To

    dheet paney wali

  10. #20
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Wa alaikum aslam
    Nice....... kesa laga apko phir khi news se different lag raha hai pic mai to......
    kitna maza aya........ mai b chakkar laga jaon @Naz
    Hmara khi dekhny ka shoq to sheem sis ne pora krwa dia warna mama to kehti hain nam na lo iska........
    nice to read

Page 2 of 5 FirstFirst 1234 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •