bhot umda tehreer.,,,kaley rang k malik k logon ko hum he jaise log bhot bichara samjhtey hain...!!!
رنگوں کا تعصب Ûندوؤں اور انگریزوں کا تو پرانا چلن ÛÛ’ جو کبھی اس اØ+Ù…Ù‚Ø§Ù†Û ØªØ¹ØµØ¨ سے Ù†Ú©Ù„ ÛÛŒ Ù†Ûیں پائے لیکن اÙسوس ناک بات ÛŒÛ ÛÛ’ Ú©Û Ûمارے Ûاں بھی اب گورے رنگ Ú©Ùˆ خوبصورتی کا معیار بنا لیا گیا اور اس میں مرد Ùˆ خواتین مساوی شکار Ûیں
ارے کا اØ+مق Ú©ÛŒ پٹیوں Ù¾Û Ú†Ù„ØªÛ’ Ûوئے آپ لوگ "دوسرے کا رنگ سرخ دیکھ Ú©Û’ اپنے Ù…Ù†Û Ù¾Ø± تھپڑ" Ú©ÛŒ Ù†Ûج اختیار کر گئے ؟؟؟ Ûمارے Ûاں بلال Ø+بشی Ù—Ú©ÛŒ خوبصورتی سے کون واق٠نÛیں جن Ú©Û’ رنگ Ú©Û’ تل Ú©Û’ بغیر کسی Ø+ور کا Ø+سن مکمل Ù†Ûیں Ûوگا ؟؟
کس بے عقل Ù†Û’ ÛÙ… لوگوں Ú©Ùˆ Ú†Ûروں Ú©ÛŒ اصل خوبصورتی اپنی استھیٹک سینس سے Ûٹا کر اس تصنع کا شکار بنادیا Ú©Û ÛÙ… رنگ میں الجھ کر اصل خوبصورتی دیکھنے سے Ù…Ø+روم ÛÙˆ جاتے Ûیں۔
Ûماری خوبصورتی کا اصل معیار تو تقوی ÛÛ’ اور Ûر انسان کا Ú†ÛØ±Û Ø³ÙیدÛو، Ø³ÛŒØ§Û Ûو، سرخ یا سانولا خوبصورت Ûوتا ÛÛ’ اگر Ú†Ûرے Ù¾Û Ø¨Ø¯ØªØ±ÛŒÙ† شیطانی اعمال Ú©ÛŒ خباثت Ù†Û ÛÙˆ !سو اپنے پیمانوں Ú©Ùˆ بدلیے اور مطمئن رÛیے اس میں جیسا آپ Ú©Ùˆ Ø§Ù„Ù„Û Ù†Û’ بنایا Ø¨Ù„Ø§Ø´Ø¨Û Ø§Ø³ Ù†Û’ آپکا Ú†Ûرا اپنی پسند سے بنایا ÛÛ’ !
,,,ÙˆÛÛŒ تو سب سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ù†ÙÚ©ØªÛ Ú†Ùیں میرا
..!!!â€Ø¬Ùˆ Ù…Ùسکرا Ú©Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú¯Ù„Û’ لگائے مجھے
bhot umda tehreer.,,,kaley rang k malik k logon ko hum he jaise log bhot bichara samjhtey hain...!!!
kam zarfi hai na........
hmm beshak no doubt about it
mere tu classfellows or work colleagues b kale the Sudan, Jamaica wagera se bhot hi friendly hote hain full of life
nice
Achii tehreer likhii hay aap nay, agar issay waqayii ISLAMI taleemaat ki nazar say dekha jaayay tou bilkul durust hay kay ALLAH kay nazdeeq sab say aala wohi hay jo sab ziyda muttaqi aur parhaiz gaar hay, khoobsurtii, daulat, waghaira value addition nahii hain....
magar humaray mashaartay mayar, aur humarii kam-aqli humain iss baat per paaband nahin rehnay daitiii.... hum khoob say khoobtar ki talaash main rehtay hain... Hazrat Bilal RZ khudh iss taasub ka shikar ho kar Huzoor-e-Akram SAW kay paas jaa kar iss baat ki shikayat kii thii kay laRkiyon meray rangg ki waja say mujh say shaadi nahin kartii aur Huzoor SAW nay jawaaban yeh farmaya kay 'yeh nahin jaantii kay jannat main hoorain Bilal kay liye lartiii hain, kay hum iss kii khidmat guzaar bananay gii'..
Iss ta'asub ka shikaar zamana azal say hay aur abad tak rahay ga.... hum bhi apnay bhaii behan kii shaadi karnay jaatay hain yaa hum khudh apnay liye koi laRki select kartay hain tou 'roop rang' ka khoob khayal rakha jaata hay, iss main aiyb bhii nahin, insaan khoob say khoobtar kii talash main rehta hay...
albaatta yeh ghalat baat hay kay aap kisi ko uss kay rang ki waja say taanay dain, we have to be polite with everyone and play a supportive role.... and always take care of the sentiments of others.... bas itna hii kehna tha
Judge krny ka paimana rang nhi hona chahiye kbi
jo aisa kry ALLAH usy majno bna de phir
Berhal mera background view sirf ye tha k ek to respect sbi k liye equal secondly aj kal gory rang ka jo craze hai unski nafi
ab different cosmetics use ki jati hain melanin kam krny k liye jis se obviously side effects b hain
aur face natural complexion beauty kho dety hain i feel like it may be i'm wrong
per mera khayal h insan ko care zror krna chahiye lekin ye itmainan rakhna chahiye k ALLAH ne usy behtreen shajak mai bnaya hai uska rang o khad o khal jese b hain ALLAH ko pasand hain
,,,ÙˆÛÛŒ تو سب سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ù†ÙÚ©ØªÛ Ú†Ùیں میرا
..!!!â€Ø¬Ùˆ Ù…Ùسکرا Ú©Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú¯Ù„Û’ لگائے مجھے
Majnoo tou hain tabhii tou rang ko use kar krtay hain judge karnay kay liye... khair agar srif rang hii hota tou kitnay hii dark complexions logoon ki shaadiyan nahin hotiii
mujhay iss baat ka yaqeen hay kay jouRay waqayii ALLAH SWT hii banaata hay, woh kaisay bhii kahinn say bhiii inn rishtoon ko juRwaata hay aur aik dosray say munsalik kar daita hay... yeh ALLAH SWT kii hii shaan hay humarii soch say bal-a-tar....
Baaqi aksar laRkiyan (ziyadatar) waldain per hiii yeh zimma chouRtii hain, taakay majnoo na kehlayain, aur unnko pata kay unn kay waldain unnkay liye 'ACHI SHAKAL SOURAT, PARHA LIKHA, gabROO JAWAAN' hiii dhoondain gain Ilzaam tou laRkoon per hii aana hay kay yeh kam-surat laRkiyan pasand nahin kartay, isi liye laRkoon bhii chayeh kay laRkiyon kii tarah CHAALAAKI seekhain aur waldain ki pasand ko apni pasand samjhain