Results 1 to 2 of 2

Thread: Ghazal: Ye Kya Jageh hai doston

  1. #1
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    candel Ghazal: Ye Kya Jageh hai doston

    Yeh Kyaa Jagah Hai Dosto, Yeh Kaun Saa Dayaar Hai
    Had-E-nigah Tak Jaha n Gubar Hi Gubar Hai.


    Yeh Kis Mukaam Par Hayaat, Mujhako Leke Aa Gai
    na Bas Khushi Pe Kaha n, na Gam Pe Ikhtiyaar Hai.

    Tamam Umr Ka Hisab Mangati Hai Zindagi
    Yeh Mera Dil Kahe To Kya, Yeh Khud Se Sharmasar hai.

    Bula Raha Kya Koi Chilamano n Ke Us Taraf
    Mere Liye Bhi Kya Koi Udas Beqarar Hai.

    Na Jisaki Shakal Hai Koi, na Jisaka naam Hai Koi
    Ik Aisi Shai Ka Kyo n Hame n Azal Se Intazaar Hai.
    Last edited by R. M. Dixit; 13-10-2015 at 08:50 PM.

  2. #2
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Bohat khoob @R. M. Dixit; bohat hii khobsurat ghazal share kii hay.... lutf aaya phir paRh kar keep sharing, khush rahey.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •