-
بوجھ ۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔۔ س ن مخمور
from the heart of Makhmoor
loneliness4ever
-
yeh hamare mashrey ki behisi hai or her dosre ghar ki dastaan bhi...!!!
bhot karwi haqiqat hai jis se mooh waqie karwa hojata hia...!!!
-
Assalaam-O-aalikum
Bohat achiii tehreer hay.... paRh kar lutf aaya.... boaht hii khoobsurati say writer nay iss amr ko bayan kia hay kay akloti betii kii shaadi kay baad unka kia hoga.....
Andhesha tou har kisi ko hota hay aur khauf bhii magar Rizq dainay waala aur Paalnay waala tamam andaishoon aur khauf say baalatar hay... woh jaanta hay aur taaqatwar hay ...... Jab Hazrat Hajra ko Hazrat Ibrahim AS weeranay main aik nousheer bachay ko chouR kar jaa rahay tou Hazrat Hajra AS yehii kaha kay kia yeh ALLAH Ka hukum hay, agar yeh ALLAH ka hukum hay tou wohii humara dehan rakhay ga!!!
Bas baat IMAAN kii hotii hay, waisay shaitaan diloon main waswasay zaroor daalta hay, magar humain har qadam per saabit qadam hona chayeh kay dainay waali zaat srif ALLAH SWT kii hay aur wohii har cheese per QAADIR hay.
May ALLAH light and guide our ways AMEEN.
-
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules