Page 3 of 7 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 21 to 30 of 63

Thread: Silent Tears for posting 151,000+ valuable posts

  1. #1
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default Silent Tears for posting 151,000+ valuable posts

    Dear SDians,


    Aaj main humaray 'Khamosh Ansoon' bahanay waalay members ko dili mubarakbaad daina chahoon ga kay unhoon nay apna qeemtii waqt iss site per nichaawar kia.....

    Waisay tou yeh ziydatar balkay all the time GAMES section mainn hii paayay jaatay hain, aur jab koi aur inn kay saath GAME nahin khelta tou yeh khudh apnay saath hii game kheltay rehtay hain Mujhay waisay tou yeh sweet nature kay insaan lagtay hain, magar lagta hay mohabbat main na-kaami kii waja say aksar 'mayoosi ki', ronay kii, mar jaanay kii, dil kay murda honay kii.... baatain kartay hain aur rehtay tou humesha hii HIJR main hii hain

    Main nay doo saaloon main pehlii baar inn ka nick change hotay dekha hay jo kay silent tears say ab Mohammad Sajid hogaaya hay aur inn ki aankhoon kay ilaawa chahra-e-purnoor inn kay avavtar main dekhnay ko naseeb hua.....

    VIP dost hain, aatishi gulaabi inn ka color hay..... Please join me to congratulate him for such a wonderful performance and posting over 150,000 of posts, Mohammad Sajid you deserve a huge round of applause / clapping.

    Khush rahyeh

    FI amaan ALLAH
    Last edited by thefire1; 22-10-2015 at 05:28 PM.

  2. #21
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default

    Quote Originally Posted by sarfraz_qamar View Post





    Thanks
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  3. #22
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default

    Quote Originally Posted by naz View Post
    YEH NICK kab change hua
    acha wo mjhe he wajain mar raha tha waha hehehe maine dekha he nahi
    iska or mera post count ka muqabla tha kisi zamane main
    leken main her jaga postssss naih karti
    meri mehnat hai or iski bhi bhot mehnaat hai

    ahoo wo congratz bahi

    jis maqsad k liye thread lagi wo he kehna bhol gaye main

    Maine Itna Baja Bajaaya Phir Change Hua

    U Ko Yaad Hai Muqaable Ka

    Wo To @*resham*; Ne Aakhir Main Help Ki 100 Post Par Warna Sub Ne Posting Karna Hi Chor Di Thi

    Main Bohot Mehanti Hoon


    Thanks
    Last edited by Mohammad Sajid; 27-10-2015 at 07:23 PM.
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  4. #23
    Join Date
    Oct 2013
    Location
    Limits
    Posts
    6,236
    Mentioned
    718 Post(s)
    Tagged
    5714 Thread(s)
    Rep Power
    1939206

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    uff khudaaara yeh masoomiyat tou dekhooo sadqay jaawan guRR kha kay
    @naz; and @sheem; madam, arz kia hay


    Aankhain Jhukii hoyeen, Hontoon pay Muskurahat, aur yeh Masoooooom Chehray
    Koi tou Naikii kii hogii aap nay, warna aisay hi na miltay yeh anmol thofay SD ko
    Koi shak h hmari masomiyat per


    ,,,وہی تو سب سے زیادہ ہے نُکتہ چِیں میرا
    ..!!!‏جو مُسکرا کے ہمیشہ گلے لگائے مجھے


  5. #24
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Wa alaikum assalam

    nice to see the change
    i always like and sometimes enjoy to read his siggi........
    Overall nice reserved person
    Congrates .......... hosla h akely hi khail lena...........Bravo!!

    Thanks Alot

    Waqayi Hausla Hai
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  6. #25
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    aur @pakeeza; madam aap kay liye arz hay kay

    inn ki masoomiyat per matt jaana
    SD walay Fankar bohat hain......?!


  7. #26
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default

    Quote Originally Posted by pakeeza View Post


    @silent tears

    nice thread @fireworks Oooppss it's not fireworks it's the fire
    but muje aapka nick dekh kar pta nai fireworks kion zehan me aaatey hain

    Thanks
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  8. #27
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Nahin nahin koi shaq nahinn ab kia kahoon.... chupp rehnay main hii aafiyat hay


    Damm touR jaatii hay, har shikaayat laboon pay aa kar
    Jab woh masoomiyat say kehtay hain, main nay kia kiya hay?!

    Quote Originally Posted by Arosa Hya View Post
    Koi shak h hmari masomiyat per


  9. #28
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Aap iss mohabbat kay qaabil hay mohtaram

    Yeh tou aap hii batayain agar mohabbat main nakaami nahin hay tou phir kia apnii building kay chokidaar kay gaoon per jaanay per itnay udaas rehtay hain aap, bolo bolo tell tell ?
    Quote Originally Posted by Mohammad Sajid View Post


    Aap Ke Itne Mohobbat Bharay Tharead Ka Behad Shukriya

    Nahin Games Ke ILaawa Bhi Kahin Kahin Tharead Paaye Jaate Hain Aur Main Bhi Khud Bhi

    Aray Qeemti Waqt Kahan Har Waqt Welay Hi Hote Hain

    Mohobbat Main Nakaami

    Ye Kiya Cheez Hoti Hai Bhai

    Chalein Aap Ko Hamara Deedar Naseeb Hua Ab Mohollay Main 11 Rupe Ki Niyaaz Baantiye Ga

    Bhai Wo Kiya Hai Silent Tears Kuch Arsay Pehle Wafat Paa Gaye Thay Ab Mohommad Sajid Main

    Un Ki Rooh Aaa Gayi Hai

    Thanks Alot


  10. #29
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default

    Quote Originally Posted by thefire1 View Post
    Yeh SD per target killing kab say shuroo hogayiii madam @naz; take action please


    mohatarama pakola, main nay kahan udham machayii aur bhii hain jinn ko aap target kar saktii hain jaisay @sarfraz_qamar; @Arosa Hya; @Mohammad Sajid; inn logon nay bhii khoob udham machayii hay SD per, naa raat dekhtay hain na dinn


    Subah Kehna Bhool Gaye Aap
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  11. #30
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    jab dinn raat jaagain gain tou subha hii soaayain gain naa?! woh kaisay likhta
    Quote Originally Posted by Mohammad Sajid View Post



    Subah Kehna Bhool Gaye Aap


Page 3 of 7 FirstFirst 12345 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •