Results 1 to 7 of 7

Thread: Mai Dushmano Me Hoon Ke Tere Dosto Me Hoon

  1. #1
    Join Date
    Oct 2015
    Location
    pakistan
    Posts
    167
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    10

    Default Mai Dushmano Me Hoon Ke Tere Dosto Me Hoon

    Gazal

    Mai Dushmano Me Hoon Ke Tere Dosto Me Hoon
    Teri Qareeb Aa Ke Bari Uljhano Me Hoon

    Mujh Se Gurez Paa Hai Tu Har Rasta Badal!
    Mai Sang e Raah Hoon To Sabhi Raasto Me Hoon

    Tu Aa Chuka Hai Satah Pe Kab Se Khabar Nahi
    Be Dard Mai Bhi Inhi Gehraayon Me Hoon!

    Ae Yaar e Khush Dyaar, Tujhe Kia Khabar Ke Mai
    Kab Se Udaasiyon Ke Ghaney Jungle Me Hoon!

    Tu Loot Kr Bhi Ahl e Tamanna Ko Khush Nahi
    Mai Lut Ke Bhi Wafa Ke Inhi Qaafilon Me Hoon

    Badla Na Mere Baad Bhi Mozoo E Guftugu
    Mai Ja Chuka Hoon Phir Bhi Teri Mehfilon Me Hoon

    Mujh Se Bichar Kr Tu Bhi Roye Ga Umar Bhar
    Ye Soch Le Ke Mai Bhi Teri Khwahisho Me Hoon

    Tu Hans Raha Hai Mujh Pe Mera Haal Dekh Kar
    Aur Phir Bhi Mai Shareek Tere QehQahon Me Hoon

    Khud Bhi Misaal e Laala e Sehra Lahu Lahu
    Aur Khud faraz Apne Tamashayon Me Hoon
    photo - Mai Dushmano Me Hoon Ke Tere Dosto Me Hoon

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,944
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

  3. #3
    Join Date
    Oct 2015
    Location
    pakistan
    Posts
    167
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    10

    Default

    thanks

  4. #4
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Bohat khoobsurat.... mujhay bhii yeh ghazal bohat pasand hay bilkhusoos yeh shaair

    Badla Na Mere Baad Bhi Mozoo E Guftugu
    Mai Ja Chuka Hoon Phir Bhi Teri Mehfilon Me Hoon


  5. #5
    Join Date
    Oct 2015
    Location
    pakistan
    Posts
    167
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    16 Thread(s)
    Rep Power
    10

    Default

    meri bhi ye favorite poetry hai...thanks for such a nice comment

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default

    gud janab ronaq hogaye sos main ap k ane sey

  7. #7
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default

    Very Nice
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •