Barishoon Se Dosti Achi Nahi Faraz,
Kacha Tera Makan Hai Kuch toe Khyal Kar
Mere Hathoon Ki Lakeeron Main ye Aib Chupa hai
Main Jis Shaks Ko Choo Loon Woh Mera Nahi Rehta
Barishoon Se Dosti Achi Nahi Faraz,
Kacha Tera Makan Hai Kuch toe Khyal Kar
Mujhe Gumaa'n Tha Chaha Buhat Zamaney Ne Mujhe
Main Azeez Sabko Tha Magar Zarurat Ke Liye
Yeh duniya ek lamhe me tumhe barbaad kar degi...
Muhabbat agar mil bhi jaye to use mash-hoor mat karna..
Mein Samandar hoon kahin doob na jaana mujh mein,
Tujhe andaza nahi hai meri gehraai ka..
Toote Hue Paimaane Par Jaam Nahi Aata
Ishq Ke Mareez Ko Aaraam Nahi Aata
Aye Dil Todne Wale Ye Tow Socha Hota
Toota Hua Dil Kisi Ke Kaam Nahi Aata
Us Sey Taluk Hi Kuch Aisa Raha Hai Dostoon
Jab Bhi Socha usey Aankh Bhar Aati Hai
Ab Toa Aankhon Main Samati Nahe Koi Soorat
Ghoor Se maine Usey kaash na Dekha Hota
Kisi Bhi Dard Ki Had Se Zara Guzarney Tak
Me Khud Ko Jorta Rehta Hoon Phir Bikharne Tak
Jatey Mousam Ne Jinhen Chorr Diya Tanha
Mujh Main Un Tootey Pathoon Ki Jhalak hai Kitni.