Chalo Ke Aaj Koi Bachpan Ka Khel Khelein Hum,
Bari Muddat Huwi Be-Saktha Hans Kar Nahi Dekha
Kabhi ZarOrat Parey tO Awaz De Dena
Main Guzra Huwa Waqt nahi Jo Wapis na aaun
Chalo Ke Aaj Koi Bachpan Ka Khel Khelein Hum,
Bari Muddat Huwi Be-Saktha Hans Kar Nahi Dekha
Ahsas-e-M0habbet Ke Liye Bus Itna He Kaafi Hai
Tere Beghair Bhi Main Tere Sath Rehta Hoon
Aik Insaan Hai Zindagi Jaisa,
Aur Woh Meri Zindagi Main Nahi
​Tum Bhi Kar Ke Dekh Loo Mohabbat Kisi Se
Jaan Logey Hum Kyon Chup Chup Kar Rotey Hain
Shikayatain Bhi Thien Usey Toe Sirf Mere Khuloos Se
Ajeeb Tha Woh Shaks Meri Adatain Na Samjh Saka
Toot Jata Hai Wasta Khudh Se
Tujhse Jab Koi Rabta Nahi Hota
Woh Bewafa Na Tha Youn He Badnaam Hoo Gaya
Hazaroon Chahney Waley Thay Kis Kis Se Wafa Karta
Agar Chahoon Toe Ik Nigah Main Khareed Lon Usko
Jis Ko Naaz Hai Buhat Ke Bikta Nahi Hoon Main
Aisa Kartey Hain Tum Par Martey Hain,
Waise Bhi Mar He Toe Jana Hai