Assalaam o alaikum
Dekhye agar shadi layiq beti hay tou behtar Yeh hay kay apnay iss farz ko poora karain phir hajj ada karain... Waisay main naya Koi aisi hadees nahin suni jis main iss baat ka mana kia gaya how kay pehlay beti ki shadi karo....
Balkay main nay tou bohat say aisay parents dekhain hain jo apni beti kay rishtay kii dua kii niyat say Hajj aur umra ada kartay hain..
Bas istitayat kii baat hay.