Results 1 to 4 of 4

Thread: ghazal: Ye na thi hamari Kismat

  1. #1
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    cute ghazal: Ye na thi hamari Kismat

    Ye na thi hamari qismat ki visale yaar hota
    Agar aur jeete rahte, yahi intezaar hota.

    Tere vaade pe jiye hum, to ye jaan, jhooth jana
    Ki khushi se mar na jaat, ager aitibaar hota.

    Koii mere dil se poonche tere teere neemkash ko
    Ye khalish kahaan se hoti , jo jigar ke paar hota.

    Kahoon kis se mai ki kya hai, shabe gum buri bala hai
    Mujhe kya bura tha merna, agar ek baar hota.

    Hue mer ke hum jo ruswa, hue kuon na gerke dariya
    Na kabhi janaja uthta, na kahin mazaar hota.
    Last edited by R. M. Dixit; 26-12-2015 at 09:13 AM.

  2. #2
    Join Date
    Sep 2013
    Location
    Karachi, Pakistan
    Posts
    7,579
    Mentioned
    553 Post(s)
    Tagged
    5446 Thread(s)
    Rep Power
    1088797

    Default

    Khoob...


  3. #3
    Join Date
    Dec 2009
    Location
    SAb Kya Dil Mein
    Posts
    12,694
    Mentioned
    1006 Post(s)
    Tagged
    2307 Thread(s)
    Rep Power
    21474864

    Default

    zabardast





  4. #4
    Join Date
    Aug 2009
    Location
    Jodhpur . India
    Age
    83
    Posts
    6,218
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    23 Thread(s)
    Rep Power
    21474858

    Default

    Shukriya Aapne is ghazal ko
    tavajjo di and daad se nawaza.

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •