bakra
magar eid thee kam say kam eid pay to itna kaam nahi lena chahiye na
hamari to har saal ki eid aisay hee kitchen mein nikal jati hai aur baqi sab mauj masti kar kay manatay hain
bakra
magar eid thee kam say kam eid pay to itna kaam nahi lena chahiye na
hamari to har saal ki eid aisay hee kitchen mein nikal jati hai aur baqi sab mauj masti kar kay manatay hain
is mein kya maza hota hai balkay logon kay aur nakhray sunnay ko miltay hain kay yeh aisa hai woh waisa hai
bakra mere ko kyun maaray ga woh to hum nay kisi aur kay ghar mein bandhwaye thay ek din kay liye
mehman thay to kahan bakray ko rakhtay:slap:
aap nay kya apnay room mein rakha tha apna bakra
double post
Last edited by *Angel*; 09-12-2008 at 02:45 PM.
ME TU nahi aye thi
eid per b kal bhi abhi bhi jaying