-
Ghazal: Khaak aisi zindgi pe, ki pather nahin main
Daaim para hua tire der per nahin hoon main
Khaak aisi zindgi pe, ki pather nahin huon mai.
Kyon gardishe - mudaam se ghabra na jaye dil
Insaan hoon piyaal-o-sagar nahin hoon main.
Yaa rab, zamana mujhko mitata hai kisliye
lauhe-jahan pe herf- moqqarer nahin hoon main.
Kis vaaste aziz nahin jante mujhe
Laalo-jmurdo-zaro-gohar nahin hoon main.
"Ghalib" wazeefa khwar ho, do shah ko dua
Wo din ke kahte the, nauker nahin hoon main.
Last edited by R. M. Dixit; 09-05-2016 at 08:06 PM.
-
nice sharing
-
Shukriya GGGGGGGGGGGGGGGGGGGG..... !
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules