Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 21 to 24 of 24

Thread: ~Nazam Compitition April 2008 ~

  1. #21
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: ~Nazam Compitition April 2008 ~

    1payarte5 - ~Nazam Compitition April 2008 ~
    Last edited by ~*~Mehar~*~; 19-04-2008 at 02:47 AM.

  2. #22
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: ~Nazam Compitition April 2008 ~

    mehar thora sa text clear karo na

  3. #23
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: ~Nazam Compitition April 2008 ~

    haan keri hoon

  4. #24
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: ~Nazam Compitition April 2008 ~

    1

    ~*Dua*~


    Ab Aur Kiya Chaahiye
    choori ki khanak
    jhanjar ki jhanak
    ankho'n ki chamak
    chehray ki dhanak
    zulfo'n ki lachak
    anchal ki mehak
    sanso'n ki dehak
    nabzo'n ki dhamak
    mathay pe tilak
    seenay pe silk
    thorri si jhalak
    meethi si kasak
    Ab Aur Kiya Chaahiye
    chehray pe haya
    mukhrray pe ziya
    palko'n pe diya
    honto'n pe dua
    sanso'n mein saba
    seenay mein wafa
    bato'n mein nasha
    hatho'n mein shifa
    chanchal si hawa
    wo shokh ada
    her rup naya
    her rup juda
    Ab Aur Kiya Chaahiye
    her phool pe bahaar
    her kali pe nikhaar
    her gali lalazaar
    her shakh samrdaar
    koil ki pukaar
    her dam hi qaraar
    her morr ku'e yaar
    her waqt didaar
    mujhay tera aitbaar
    tujhay mera aitbaar
    mujhay tujh se piyaar
    tujhay mujh se piyaar
    Ab Aur Kiya Chaahiye



    2


    Manoos Ajnabi


    o8e6j7 - ~Nazam Compitition April 2008 ~

    3

    Arslan

    WAFA JAB MASLIHAT KI SHAL AURDE
    SARD RUT KA ROOP DHARE
    DIL K AANGAN MAIN UTARTI HAI
    TO PALKON PER SITARON KI DHANAK MUSKANE LAGTI HAI
    KABHI KHAWABON K AN CHOE HIYOULON SE B
    AN DEKHI SI ANJANI SI KHOSBOO AANE LAGTI HAI
    KISI K SUNG BEETE AN GINAT LAMHON KI ZANJEEREN
    ACHANAK ZEHAN MAIN JAB GUNGUNATI HAIN
    NAFS K TAR MAIN SANATA YAK DAM CHEEKH UTHTA HAI
    TO YOUN MEHSOOS HOTA HAI
    HAWAEN AA K SARGOSHI SI KERTI HAIN
    MOHABBAT KA TUMHEN ADRAK AB TO HO GAYA HO GA
    YE JO B ZAKHAM DETI HAI KABHI SEENE NAHI DETI
    MOHABBAT ROOTH JAYE TO KABHI JEENE NAHI DETI



    4


    jaanoo




    LARKIYAN BEWAFA NAHI HOTI HAIN

    Wo to majborioon main lipti hain
    Apney shiddat bharey khyaloon main
    Apney ander chhupi ek aurat main
    Wo hamesha hi darti rehti hain
    Na to jeeti hain na to marti hain
    Larkiyaan bewafaa nahi hoti
    Per Hamesha hi darti rehti hain
    Apne reeti or rawajoon se
    Any waley naye azaboon se
    Zardurat main khily ghulaboon se
    Pyaar kerti hain or chhupati hain
    Larkiyaan Bewafaa nahi hot
    Kyuon ki majborioon main lepti hain
    Or her lamha darti rehti hain
    Apney pyaar se apney saye se
    Apney rishton se dil ki dharkan se
    Apni khowahish se apni kushioon se
    Larkiyaan Bewafaa nahi hoti !!!


    5


    Hijab


    2r38d5l - ~Nazam Compitition April 2008 ~

    6

    Rani

    Muneer 15 - ~Nazam Compitition April 2008 ~


    7

    zain

    faizaehmadfaiz - ~Nazam Compitition April 2008 ~

    8

    ~*~Mehar~*~

    1payarte5 - ~Nazam Compitition April 2008 ~


Page 3 of 3 FirstFirst 123

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •