Page 3 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 21 to 30 of 40

Thread: Mazah

  1. #21
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by aliza View Post
    Ha ji sahi samjha apne shukriya

    Mainey london ke akhbaron main parha ke bartaniya ke aik chotey se qasby main aik gharib aor berozgar aadmin ka bacha la pata ho gaya. do din tak us qsaby ke tamam choty barhey saara kaam kaaj chorh kar subha se sham tak bachey ki talash main sargardan rahey. Maqami police ke Ilawa dosry zilon ki police bhi, sainkron ki tadaad main, tafteesh o talash main shareek ho gayi. do din tak aik sarkari helicopter saary ilaaqy ke aoper chkr lagata raha. Teen din tak qomi akhbaron main aor radio aor TV per aik ghareeb aadmi ke bachey ki gumshudgi ko prime time main mufsal coverage di gayi. Usi tarh pichley dinon intehai nighaasht ke ward main nurson ki kami ke bais aik ilm shehri ki teen char maah ki bachi ke dil ka operation kayi hafton tak multvi hota raha..IS per akhbarat aor BBC ny jo hakumat ka apna idara hei, white hall, ko prime minister Mrs. Thatcher samait sar per utha liya. Adalat main muqdama dair hoa. Parliament main bahas hoi, public dbao itna barha ke do din baad bachi ka operation karna parha. mazkura bala donon sanhon main pori qom aik gharib aadmi ke dukh dard main shareek aor muztarb rahi. kisi ne ye nahin pocha ke wo English bolta hai ya Scotish, ya Dylish. Roman katholic hai ya protastant, Liberal party se taloq hai ya conservatives ka hami hai. Kahin Irish to nahin? aik lamhey ke liye bhi us ki samaji ya ma'ashi hesiyat us ke bunyadi isathaqaq main harj nahin howi. Ab aik hi lamhey ke liye is ka mawazna vatan e aziz ke halat se kijiye. yahan hum rozana lasani, girohi aor subayi chipqlsh aor tasadm ki khbarein, hadsaat, aor qabil e Ilaj bimarion main insaani jano ke itlaaf ki reportein parhty hain. parhty hain aor usy muqadarat ka hasar aor rozana ka mamol samajh kar akbar aor apny zehn ka warq palt kar sports aor stock market ki khabarin parheny lagty hain. Hum bahot masroof hain.. hamary paas udas rehny aor sog manany ke liye koi waqt nahin hai.
    "Tera loot gaya sehar bhanbor sase be khabare"

    Aik zinda zamadar aor mahzeb mashrey ki ye pehchan hai ke agar woh kisi ke dukh dard ka madawa nahin kar sakta to us main shareek ho jata hai..
    ( cham e shad e yaran .... mushaq Ahmed yusufi)

    ============

    I tried my best here koi ghelti ho to muaf kar deyna.. correct kar ke parh leyna. 1-2 lafz meri samajh sey bahir they per baat samajh to aa jaati hai.. Shukriya..

    and enjoy..

  2. #22
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Good :-)
    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post

    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)

  3. #23
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    Dhundo :p
    Age
    33
    Posts
    26,334
    Mentioned
    3496 Post(s)
    Tagged
    200 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Plz ap muafi na mange apne mere liye itna kia yahi bht badi baat hai apko tah e dil se shukriya ada karti hn ..I'm really lucky to have a brother like u . Jazakallah..

    ~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~

    29011812132pm 03bm5 - Mazah

    ~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~

  4. #24
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by Saff-Shikan View Post
    Good :-)
    Thanks. I hope ke koi big mistakes nahin ki hogi mainey

  5. #25
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by aliza View Post
    Plz ap muafi na mange apne mere liye itna kia yahi bht badi baat hai apko tah e dil se shukriya ada karti hn ..I'm really lucky to have a brother like u . Jazakallah..
    Ab yeh to baat hai na ke main aapko kuch likh kar don aor usmain meri koi ghalti ho to sorry to banta hai na?

    Aapki duaein chahiye.. thanks aor Shukriya nahin behn sahiba. me to thankful to Allah for giving me such a decent aor masoom behn.

    Allah aapko humesha khush haal rakhey sehatmand rakhey aor yehi masoomiat humesha aabad rahey. Ameen.

  6. #26
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Naa Naah :-) :-) Koi Nahee'n . . . .
    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    Thanks. I hope ke koi big mistakes nahin ki hogi mainey
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)

  7. #27
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by Saff-Shikan View Post
    Naa Naah :-) :-) Koi Nahee'n . . . .
    Thanks. Pata hai almost 3 ya 3 and half years before, I did not know anything but Alif, only word, Ya Allah in urdu jo bhi seekha hai khud se Net se kuch website se aor phir kuch books download kar ke boht practice ki. novel download karke usey note book main likhta rehta tha.. ya to forum se Poetry parh ker usey roman main type karta rehta tha. taqreeban 1000 pages likhey hongy. Phir jaa kar yahan pahoncha hon.. woh bhi poetry pasand hai is liye

  8. #28
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    Thanks. Pata hai almost 3 ya 3 and half years before, I did not know anything but Alif, only word, Ya Allah in urdu jo bhi seekha hai khud se Net se kuch website se aor phir kuch books download kar ke boht practice ki. novel download karke usey note book main likhta rehta tha.. ya to forum se Poetry parh ker usey roman main type karta rehta tha. taqreeban 1000 pages likhey hongy. Phir jaa kar yahan pahoncha hon.. woh bhi poetry pasand hai is liye
    Allah Ta'alla Aap Ko Humaishaa Taraqqi Day ... Bohat Mehnat Ki Hai .... Dil Khush Hova Jaan Kar. ...
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)

  9. #29
    Join Date
    Nov 2013
    Location
    USA
    Posts
    3,213
    Mentioned
    347 Post(s)
    Tagged
    1752 Thread(s)
    Rep Power
    15

    Default

    Quote Originally Posted by Saff-Shikan View Post
    Allah Ta'alla Aap Ko Humaishaa Taraqqi Day ... Bohat Mehnat Ki Hai .... Dil Khush Hova Jaan Kar. ...
    Ameen Sum Ameen.

    I hope ke jin logon ke liye main Ulloo tha unko bhi bata sakon ke main ab kitni urdu parh leyta hon, likh leyta hon.. per ab woh log hi chaley gaye.. zindgi se.. to kya kar sakta hon, shukriya unka to humesha rahega ke unhony mujhey urdu (roman urdu) seekhai

  10. #30
    Join Date
    Aug 2012
    Location
    Baazeecha E Atfaal
    Posts
    14,528
    Mentioned
    1112 Post(s)
    Tagged
    210 Thread(s)
    Rep Power
    27

    Default

    Quote Originally Posted by UuLO0oº View Post
    Ameen Sum Ameen.

    I hope ke jin logon ke liye main Ulloo tha unko bhi bata sakon ke main ab kitni urdu parh leyta hon, likh leyta hon.. per ab woh log hi chaley gaye.. zindgi se.. to kya kar sakta hon, shukriya unka to humesha rahega ke unhony mujhey urdu (roman urdu) seekhai
    Kamaal Hai ..... Thora Personal Savaal Hai ... Kahaa'n Chalay Gaye ??? Aur Kyo'n? ??
    (-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)

Page 3 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •