Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna,
Kabhi milay to yehi baat usay kehna

Wo saath thaa to zamana tha hamsafar mera,
Magar ab koi nahi mere saath usay kehna,