اچانک سامنے پا کر کہیں سانسیں نہ رک جائیں
میری آنکھوں سے ہاتھ اپنے ہٹا آہستہ آہستہ
جو میں سچ کہوں تو بُرا لگے،جو دلیل دوں تو ذلیل ہوں
یہ سماج جہل کی زد میں ہے،یہاں بات کرنا حرام ہے
mera siggy koun uraa le gaya....
اچانک سامنے پا کر کہیں سانسیں نہ رک جائیں
میری آنکھوں سے ہاتھ اپنے ہٹا آہستہ آہستہ
mera siggy koun uraa le gaya....
Shurkiya
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~
Keh raha hai shoor e darya say samundar ka sukoot
Jis ka bhi jitna zarf hai utna hi woh khamoosh hai
mera siggy koun uraa le gaya....
Ik Omar say ADAT tery Shaam -o- Seher ki
Ab kon teri Yaad key mamool say niklye...
mera siggy koun uraa le gaya....
sawal kar key mein khud he bohat pareshan hoon
jawab dey key mujhay aur sharamsar na kar
mera siggy koun uraa le gaya....
ajnabi log bhi dete hain ilzaam mujhe
na jaane kahan le jaye gardish e ayyam mujhe
mera siggy koun uraa le gaya....
Faasila Rakh Kay Bhi Kyaa Hova Haasil,,,
Aaj Bhi Uss Ka Hi Kehlaata Hoo'n Mai'n :-)
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
Milaatay Ho Ussi Ko Khaak Mai'n Jo Dil Say Milta Hai,,,
Meri Jaa'n !!! Chaahnay Vaala Badi Mushkil Say Milta Hai
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)