Yeh masoOmiat ka kOun sa AnDaz hai Faraz
Per kaat k kehnE LaGe ABh tum Azaad ho
Rehta hAi Wo Nazar Mein Chahay Khien Bhe Jaye+
AankhOn Mein Eik Chehra MarqOom Ho Chuka hAi
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~
Yeh masoOmiat ka kOun sa AnDaz hai Faraz
Per kaat k kehnE LaGe ABh tum Azaad ho
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~
"Farhat" chaand ke khauf se kar letaa huun band
kamare ke raushandaanoun ko shaam ke baad !!
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~
Mere mizaj ka is main koi qasoor nahi
Tere salook ney lehja badal diya mera
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~
Meri taarikyun se takra ke palat jaayegi
Ye jo jalta hua ek diya hai merey peeche peeche
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~
bht khoob Aliza sis keep sharing
mera siggy koun uraa le gaya....
Mehroom-e-haqeequt hain saahil ke tamashaayii
Ham doob ke samjhe hain dariyaon ki gehrayee
Chalte hue baadal ke saye kay ta-a-kub mein
yeh tashnalabi mujhko sehraon mein le ayee
Yeh jabr bhi dekha hai taareekh ki nazron ne
Lamhon ne khata ki thi sadiyon ne sazaa payee
mera siggy koun uraa le gaya....
yeh aansoo naye tu nahi
by
Azaad
muhabbat kay musafron ki aankhon mein
yeh aansoo naye tu nahi
udaas kyun hotay ho jaani
yeh muhabbat mein judai
koi nayi tu nahin
aankhon ka milna
dilon ki dharkanon per
yeh pehray naye tu nahi
zamanay walon nay
hamesha juda hee kiya aashqon ko
yeh sittam
koi naye tu nahi