mUjhey Kis jUrm Kii Saza Milli K Meri rOoh Tak hAi Thakii hOii
Main Apni Jaga Sey Hila Nahii Meri Saans Phir Sey Ukhr Gaii
Talaash hAi mUjhey Us MeharbaaN Ki mUdat Sey
jO MehfilOn Mein Bhi tAnhA Dikhaii dAita hAi
mera siggy koun uraa le gaya....
mUjhey Kis jUrm Kii Saza Milli K Meri rOoh Tak hAi Thakii hOii
Main Apni Jaga Sey Hila Nahii Meri Saans Phir Sey Ukhr Gaii
mera siggy koun uraa le gaya....
iK ManOos Sii Aawaaz Pey Chalta hOn Magar
Dil Yeh Kehta hAi Thehar Phir kOii dhOka hOga
WaQt Qaatil hai tO Rehnay dO Meray Saath Isey
Yahii Qaatil Meray ZakhmOn Ka Maseeha hOga
mera siggy koun uraa le gaya....
ہمیں خبر ہے کہ ہم ہیں چراغ آخر شب
ہمارے بعد اندھیرا نہیں ۔۔۔۔ اُجالا ہے
ممکن ہے نکل آئے یہاں کوئی مسافر
صحرا میں لگاتے چلو دو چار شجر اور
وہ مرد نہیں جو ڈر جائے حالات کے خونیں منظر سے
جس حال میں جینا مشکل ہو ، اس حال میں جینا لازم ہے
Zindgi Kaa Raaz Jo khula Aik Baar
Phir Zindgi Bhar Justju Na Rahi
Last edited by virk; 17-01-2018 at 12:15 PM.
Jab ishq sikhaata hai aadaab-e-khud aagaahi,
khule hain ghulaamon par asraar-e-shehanshaahi.
Attar’ ho ‘rumi’ ho ‘raazi’ ho ‘ghazaali’ ho,
kuchh haath nahin aata be-aah-e-sahar-gaahi.
Qalam Say Likh Nahi Sakte Udaas Dil K Afsane...
Hamary Sath Jo Hota Hai Bas Acha Nhi Hota...!
~~~☆☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~
~~~~☆☆☆☆~~~~♡♡♡♡~~~~~~