ik shaKhs thaa ke jis se baraabar laRhaa huuN maiN
vo mar gayaa hai aur zamiiN par paRhaa huuN maiN
Majid ul Baqiri
جس قدر شور دل میں برپا ہے
اتنا خاموش ہو گیا ہوں میں ۔ ۔
خلیل اللہ فاروقی
mera siggy koun uraa le gaya....
ik shaKhs thaa ke jis se baraabar laRhaa huuN maiN
vo mar gayaa hai aur zamiiN par paRhaa huuN maiN
Majid ul Baqiri
mera siggy koun uraa le gaya....
Dekhunga kis qadar teri rahmat meN josh hai
Parvar-digaar mujh ko gunahoN ka hosh hai
ye zindgii to mujhe qatal karne vaali thii
bhalaa ho maut ka, jis ne bachaa liya mujh ko
Mulaqatein zaroori hain agar rishte bachane hain
Laga kar bhool jane se to pody sookh jate hain
mera siggy koun uraa le gaya....
دن بُرے ہوں تو گُہر پر بھی ہو کنکر کا گماں
بن پڑے بات تو صحرا بھی سمندر نکلے
ملا نہ جب کوئی محفل میں ہم نشینی کو
میں اک خیال کے پہلو میں جا کے بیٹھ گیا
Milla na jab koii mehfil meN ham-nashiini ko
main ik KHiyaal ke pehlo meN ja ke baith giya
mera siggy koun uraa le gaya....
Tujh Ko Paanay Mai'n Mas'alaa Yeh Hai,,,
Tujh Ko Khonay Kay Vasvasay Rahai'n Gay :-)
(-: Bol Kay Lab Aazaad Hai'n Teray :-)
Phir howa yon k dard ki Lazat bhi chin gyi
Ek shaks mujhe moom se pather kr gya
Last edited by Haya_; 24-07-2019 at 08:09 PM.
Tumhari aankh k aansoo humaari aankh se nikle, Tumhe fir bhi shikayat hai muhabbat hum nahi krte.....!!!!