In Bheegi Bheegi Ankhon Say
In Bheegi Bheegi Ankhon Say Hum Dheeray Dheeray Bolaingy ..
Sab bhoolay bhaly razon ko hum chupkay chupkay kholaingy ..
Phir tip tip anson tapgaingy aur rim jhim barish barsegi...
Is dil ki kahani kehne ko her dharkan dharkan tarsegi ..
Phir gulshan gulshan gunjayegi Awaz meri Faryad meri
Kanton me chubhyga ghum tera phoolon me mehkti yaad teri
Phir panchi ban ban jayiengy aur mere geet sunayiengy
Jo bhool gaya hai wada tu , zaid phir tujh ko yaad dilayiengy....
◇◇◇
Last edited by ~Qųeeň♡; 04-09-2017 at 05:14 PM.
baat kuch aisee hoti hai janab.. ke jo jhoot boltey hain woh kabhi maanty nahin ke humney jhoot bola tha..
dil torhney waley kisney bataya ke humney kisi ka dil torha hai? right?
kuch log to aisey hoty hain jinko jhoot kya hota, kaisa hota, kisko jhoot kehty yeh tak ka pata nahin hota hai.. bus apni zid se jhoot ko sach banana unhony seekh liya hota hai.. aor aisee boht saari baatin bhi hoti hai..
iss liye to log itni saari poetry likhty hain.. poetry ka sahara leyty hain.. aor sach keh deyty hain.. koi sawal kary to "yeh to poetry hai" mainey thori na aisey kaha hai mohabat, jhoot, wafa, dil.. tookry sab aaps main rishtydaar ho aisa nahin lagta?
Woww zaberdsttt QET bht alawwww
Sent from my iPhone using Tapatalk
â€Ûاۓ ÙˆÛ Ù„ÙˆÚ¯ جو Ú©Ûتے تھے سمندر خود Ú©Ùˆâ€Ø¬Ø¨ میری آنکھ میں ڈوبے تو نشاں تک Ù†Û Ù…Ù„Ø§