Last edited by maya; 14-10-2017 at 02:01 AM.
mera siggy koun uraa le gaya....
Assalaam-O-alaikum @maya; and @Arosa Hya;
Very nice thread Maya.... good job.
waisay bhii agar aap nahin lagaatii tou main hii laga daita yeh thread...
CONGRATULATIONS Arosa Hya, for post 5000 valuable posts.... Its not about the quantity, its about the quality of your posts which must be appreciated, you have contributed your soul to this forum and each word you posted reflects the real character of Arosa Hya.
Keep up the good work and keep generating our knowledge with your 'knowledgeable' and 'soulful' posts.
Khush rahyeh
,,,ÙˆÛÛŒ تو سب سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ù†ÙÚ©ØªÛ Ú†Ùیں میرا
..!!!â€Ø¬Ùˆ Ù…Ùسکرا Ú©Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú¯Ù„Û’ لگائے مجھے
Wa alaikum Assalam
Thank you b nhi keh rahi is pr...
Amma hazoor kehti hain ye tm jese jo mufakkar o adeeb banny ki koshish mai lagy rehty na.... sb se waily log hoty .... mai soch rahi thi wo jo Ehsan danish the wo bechary to itni mushaqat krty the parhny k liye ... mazdor b unhain koi jadogar smjty the....
Aj kal mai apna talent discover krny mai masroof hon ... Pr 3 din se mila .... to socha koi nhi qalam ghaseet kr dekhty hain ho skta hai qismat Meharban ho to sunehri roshnayi nikal parry....
Sent from my SAMSUNG-SM-N900A using Tapatalk
,,,ÙˆÛÛŒ تو سب سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ù†ÙÚ©ØªÛ Ú†Ùیں میرا
..!!!â€Ø¬Ùˆ Ù…Ùسکرا Ú©Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú¯Ù„Û’ لگائے مجھے
Shurkiya kii zaroorat bhii nahin hay... waisay bhii izhar-e-tashakurr kisi shukriya ka mohtaaj nahin hota
ab amma huzoor nay kaha hay tou iss per argument tou nahin kia jaa sakta madam... amma nay kaha tou phiir thiiik hii kaha hoga
Ahsan Danish sahib say kafii rafaaqat thii merii... kaafi madad bhii kiii unhoon nay humarii islaah kar kar kay... magar main raha bigRa ka bigRa talib-e-ilm khair.... mufakkar kaa kaam doult ka husool nahin balkay doulat-e-ilm ka faroogh hota hay... mufakkar aik aisa doulat-mand shakhs hota hay jiss kii doulat kay aagay iss duniya kii doulat koi maainay nahin rakhtii... dunwaawii doulat kharch karnay say khatam hotii hay.... mufakkar kii doulat koo jitna kharch karoo uss main aur izaaafa hota hay.......
farq srif itna hay kay doulat duniya banaatii aur mufakkar duniya aur aakhirat dono banaata hay.....
Doulat insaan ko ameer banaati hay... aur mufakkar insaan ko uss doulatt koo paanay ka HALAL tareeeqa samjhta hay aur uss doulat ka sahii istimaal ka hunar sikhata hay....
khair yeh tou mufakkar kii baatain mujh jaisay adna say talib-e-ilm ko kia pata.... merii sihayyii tou abhii tak SIYAAH hii hay.... sonherii kia who tou chaandnii bhii nahin hoye
however, all the best to you
,,,ÙˆÛÛŒ تو سب سے Ø²ÛŒØ§Ø¯Û ÛÛ’ Ù†ÙÚ©ØªÛ Ú†Ùیں میرا
..!!!â€Ø¬Ùˆ Ù…Ùسکرا Ú©Û’ ÛÙ…ÛŒØ´Û Ú¯Ù„Û’ لگائے مجھے