اے حُسنِ پشیماں مری آنکھوں سے نہ گھبرا
ہر آہ ترے حق میں دُعا ہو کے رہے گی
Chaand ne jhuk ke sitaaron se kaha
kitne insaan khalaa mein aaye .!
Haadsa zabt ka dushman hai agar
Hausla ahl-e wafa mein aaye .!
next D
mera siggy koun uraa le gaya....
Daastan khatam honay wali hai
Tum meri aakhri mohabbat ho
e
Ek Tuti hui zanjeer ki fariyad hain ham
aur duniyaa ye samajhatii hai ke aazaad hain ham
kyon hamein log samajhate hain yahan paradesi
Ik muddat se isi shahar mein aabaad haiin ham
F
mera siggy koun uraa le gaya....
فیض سر پر جو ہر اِک روز قیامت گُزری!
ایک بھی، روزِ مکافات نہ ہونے پائی
g
guzartay lamho mujhay batao zindagi ka usool kia hay ?
tamam haathon main aainay hain tau kon kis say chupa hua hay ?
H
mera siggy koun uraa le gaya....
ہوائے دشت اب تو مجھے اجنبی نہ سمجھ
کہ اب تو بھول گئے راستے بھی گھر کے مجھے
i
Is jahan main kab kisi ka dard
apnatay hain log,,
Rukh hawa ka dekh kar aksar
badal jatay hain log...!!!!
J
Last edited by maya; 30-09-2018 at 01:03 PM.
mera siggy koun uraa le gaya....
جانے والے ہماری محفل سے
چاند تاروں کو ۔۔ ساتھ لیتا جا
ہم خزاں سے نباہ کر لیں گے
تو بہاروں کو ۔۔ ساتھ لیتا جا
k