*.¸¸.·´¨`»*Silent.¸¸.·´¨`»*Tears.¸¸.·´¨`»* Sajid*.¸¸.·´¨`»*.¸¸.·´¨`»*

Kabhi In Hawaaon Pe Mera Bhi Guzar Tha
Mohobbat Ki Vaadi Main Chota Sa Ghar Tha
Khushboo Thi Raaton Main Phoolon Ki Taaza
Jugnoo Thay Chand Tha Kaisi Aadhi Raat Ka Manzar Tha
Geet Gaate Thay Panchi Khushiyon Ke Aksar
Masti Main Dooba Ye Saara Shehar Tha
Wo Phoolon Ke Beech Main Maasoomiyat Se Bhara Chehra
Zulfein Thi Aisi Ke Saaya Shajar Tha
Na Rasmein Na Dunya Na Zamaane Ki Baatein
Wo Pal Zindagi Ka Bara Befikar Tha
Magar Kiya Karein Ke Muqqadar Se
Mila Wo Nahin Jo Dil Ki Hasrat Tha