Results 1 to 6 of 6

Thread: Farsi seekhye(class room)

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Farsi seekhye(class room)

    farsi - Farsi seekhye(class room)
    love thou - Farsi seekhye(class room)

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Farsi seekhye(class room)

    walaikum salam

    InshAllah zaror .....sikhey gai Farsi bhi.. yeh zubain aise hain ke in main Khoubsurati bhot hia..jaise hamari Urdu behad khoubsurat or Nafes zuban Urdu he hai Farsi kabhi nahi parhe..kuke jo chez samaj he nahi ati tu parhne ka faida ....inshAllah bhot khoubsurat silsiley shuro kiye hain ap ne ....

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Farsi seekhye(class room)

    Quote Originally Posted by naz View Post
    walaikum salam

    InshAllah zaror .....sikhey gai Farsi bhi.. yeh zubain aise hain ke in main Khoubsurati bhot hia..jaise hamari Urdu behad khoubsurat or Nafes zuban Urdu he hai Farsi kabhi nahi parhe..kuke jo chez samaj he nahi ati tu parhne ka faida ....inshAllah bhot khoubsurat silsiley shuro kiye hain ap ne ....
    boht boht shukriya tumhara naz!main nay abhi ye ghoar kiya hay kay ham ba,yak wqt dono silsilay kaam yaabi say naheen chala sakain gay.to main nay socha hay kay faarsi kay silsilay ko moakhkhar krdiya jaaiy,or pehlay urdu imla ko parha jaaiy.kiya khiyaal hay tumhara?
    love thou - Farsi seekhye(class room)

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Farsi seekhye(class room)

    Yeh tu maine bhi socha tha..leken maine kha shayd ap chala lain dono silsile sath....
    chalye sahe hai main is post ko phir closed kardete hon ? jab app ko reopen karne ho mujhe bata dijeye ga...Thek hai ?

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Farsi seekhye(class room)

    haan theek hay,,main ksi na kisi tarha chala longa,laikin mera khiyal hy kay dono silisillon main aik hi tulba hongay,,un kay liye mushkil bhi hogi or wo theek say insaaf nahi kr sakain gay, urdu imla main jab kuch fiza ban jaaiy gi, logon ka zahn ban jaaiy ga to ham is silsilay ko shuro kr dain gay..ummeed hay aglay maheenay say ye shuro krdain gay.or tumhain pehla sabaq ye hay kay in silsilon main ab angraizi ka koi lafz istamaal nahi krna hay..maslan,,reopen waghaira........
    love thou - Farsi seekhye(class room)

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Farsi seekhye(class room)

    Hahaha bhaiya jee mujhe tu eglish ati he nahi hia ghareb ne aik word kiya use kiya is se bhi rok diya ok Boss kardete hian is post ko closed(Bund)

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •