MOHABBAT
yeh aapki mOhabbat per depend karta hai..
aur Mohabbat saabit nahi kii jaati yeh aik sachayi hai jo zahir hojati hai..
aapko apney piyaar ko usi tarhan chahana chaiye jesa aap chahtey ho phir chaehy wo aapko khuda ki meherbaani smajhey na samjhey
agar uskey Piyaar mein bhi utni hi sachayi hogi tou aapko kuch saabit karney ki zaroorat nahi hogi...
wo wesey hi aapko Khuda ki inayat samjhega...
aur shiddat sab sey badi cheez hoti hai..
aik shiddat aur aik gehraayi yeh dono cheezain piyaar mein shamil rakho..
baaqi mera nahi khayal k Kuch aesi baatein hosakti hain k aap kis tarhan chaho....
aap jistarhan chahna chahtey ho wesey Hi chahao apney piyaar ko badalney ki koshish Usko piyaar sey badal kar aik majburi banadaleigi..
MOhabbat ko uski state mein qaayaam rehney do..
usko zada karney mein aap usko kahin kho na du...
bas...
yeh baatein yaad rakhye.....