Page 3 of 3 FirstFirst 123
Results 21 to 29 of 29

Thread: Zanjeer

  1. #21
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    United Arab Emirates
    Age
    38
    Posts
    674
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Zanjeer

    hmmm nice

  2. #22
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Zanjeer

    bohat khoob janab

  3. #23
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    69
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zanjeer

    Quote Originally Posted by Wasi Anjum View Post
    Bahoot khoob janab nice poetry
    is pazerai kay leay aap ka mamnoon ho

  4. #24
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    69
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zanjeer

    Quote Originally Posted by baqarkashmiri View Post
    hmmm nice
    shukria janab

  5. #25
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    69
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zanjeer

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    bohat khoob janab
    boht boht shukria

  6. #26
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Zanjeer

    Quote Originally Posted by primitive View Post
    Hijar o furaq ki aik sham wahin per doob gai
    Wasal ki aik sehar jahan say phooti thi
    Tum nay shaid wahin say isay joor dia
    Hathoon ki zanjeer jahan say tooti thi
    ASLAAM O ALEKUM,
    arrey wah!! yahaan to barey barey shaair hazraat tashreef laaye hain,(chalain achha hai,hamain bhi kuchh seekhaney ko miley ga),

    Qitta bahot khoobsurat kaha hai aap ne,Masha Allah,mazmoon,alfaaz,sab khoobsurat Masha Allah,so dheron daad meri jaanib se qabool kijiye,
    aap ke mazeed kalaam ka yaqeenan intazaar rahey ga,
    bahot khush rahiye,

  7. #27
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Zanjeer

    Tum nay shaid wahin say isay joor dia
    Hathoon ki zanjeer jahan say tooti thi


    wahhhhhh.. bohat khoob.. aap ka likha.. qismaton se hi parhny ko milta hai .. tishna hi rehty hein.. share kertay rahiye ga.. mundarja bala rubai bohat pasand aayee.. daad pesh-e-khidmat hai.. qabool kijiye.. Nawazish..

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - Zanjeer

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  8. #28
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    69
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zanjeer

    Quote Originally Posted by zain View Post
    ASLAAM O ALEKUM,
    arrey wah!! yahaan to barey barey shaair hazraat tashreef laaye hain,(chalain achha hai,hamain bhi kuchh seekhaney ko miley ga),

    Qitta bahot khoobsurat kaha hai aap ne,Masha Allah,mazmoon,alfaaz,sab khoobsurat Masha Allah,so dheron daad meri jaanib se qabool kijiye,
    aap ke mazeed kalaam ka yaqeenan intazaar rahey ga,
    bahot khush rahiye,
    Resham main lapait kar joota marna shaid isi ko kehtay hain
    is qadar mubaligha aarai say kaam na lain
    aap jeson ki sohbat main reh kar
    ham jesay log bhi kuch tuk bandi karna seekh gay haon
    yeh sirf aap ki mohabat hay
    k zara aftab kay muqablay main barh gia
    kush rahin

  9. #29
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    69
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    0

    Default Re: Zanjeer

    Quote Originally Posted by withlove View Post
    Tum nay shaid wahin say isay joor dia
    Hathoon ki zanjeer jahan say tooti thi

    wahhhhhh.. bohat khoob.. aap ka likha.. qismaton se hi parhny ko milta hai .. tishna hi rehty hein.. share kertay rahiye ga.. mundarja bala rubai bohat pasand aayee.. daad pesh-e-khidmat hai.. qabool kijiye.. Nawazish..

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    aap ki mohabton ka hamesha maqrroz raha hon
    or aaj to aap nay mazeed zeer e baar kar dia
    yeh sab aap ki mohabat hay jo mera likha pasand aya
    bus kabhi kabhi ulta sedha likh leta hon
    youn samjhain dill ka ghubar nikal leta hon
    aap ki mohabaton ka boht shukria

Page 3 of 3 FirstFirst 123

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •