Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 17

Thread: Iqtbaas Competition Feb 2009

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    candel Iqtbaas Competition Feb 2009

    Salam friends

    Is Bar competition mai Aap ko "Mohabbat" per iqtbaas share kerny hain..


    21 Feb ko thread close ho jaye ga or phir polling ho gi


    Aik member aik hi iqtbaas share ker skta hy


    hope k achay achay iqtbaas perhny ko milay gay ...Aap ki posts ka intzaar rhay ga...
    Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 25-08-2012 at 11:36 PM.

  2. #2
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Karachi
    Posts
    464
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    present Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    جب محبت تمہیں بلائے اس کے پچھے چلے جاؤ - اور جب اسکے بازو تمہیں سمیٹیں تب ایسا ہونے دو - گو اُس کے پنکھوں میں پوشیدہ تلوار تمہیں زخمی کردے - اور جب تم سے کچھ کہے تو اس کا یقین کرو۔ جب تم محبت کرو تو تمہیں یہ نہیں کہنا چاہیئے کہ خُدا میرے دل میں ہے بلکہ یہ کہ"میں خدا کے دل میں ہوں" اور یہ نہ سمجھو کہ تم اپنی مرضی کے مطابق محبت کو راہ دکھلا سکتے ہو- اس لئے کہ محبت خود اگر وہ تمہیں اس کا اہل سمجھے گی تمہیں راستہ دکھائے گی ۔ محبت اپنےعلاوہ اور کچھ بھی نہیں دیتی اور جو کچھ وہ لیتی ہے اپنے ہی سے لیتی ہے- محبت قبضہ نہیں کرتی نہ اس پر قبضہ کیا جاسکتا ہے ۔ اس لئے کہ محبت کے لئے محبت ہی کافی ہوتی ہے


    »¦« محبت اپنےعلاوہ اور کچھ بھی نہیں دیتی اس لئے مجھے محبت سے محبت ہے »¦«

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    Mohabbat 2 - Iqtbaas Competition Feb 2009

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    bht khoobsurt sharing appo and hina

    2q0koia - Iqtbaas Competition Feb 2009

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    342
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    t2lmmlh - Iqtbaas Competition Feb 2009

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    Khoubsurat MA

    jaise maine likha ho...jaise meri feelings hon Beautiful

  7. #7
    Join Date
    Aug 2008
    Location
    ~Near to Heart~
    Age
    35
    Posts
    78,521
    Mentioned
    3 Post(s)
    Tagged
    2881 Thread(s)
    Rep Power
    21474931

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    Qurbat-e-Muhobat Main

    "Us Ne Fiqra Adhura Chor diya.......

    Boht Dair Baad Woh Is Fiqre Ki Shiddat Or Yak Lakht Aamd k Takrao se Bahir Aya....
    Sultana Ki Khana BAdosh Nilgon Aankhon Ki Hamzad Woh Neeli Banawatein Jaise Is k Chehre Se
    Alg Ho Ker Chune Ki Safedi Main Ubhre Huwe Mujasmon k Gird Tawaaf Krti Inhein Apne Rang Main
    Bhigone Lagein......Bharkhti Roshni Bhi Neelahat Main Rangne Lagi....
    main to....Eik Luknat Zada BAche Ki Trha Khawar عجز or Herat se Larkharane Laga...
    Eik Kund Zehan Talib ilm Ki Trha Ghabra Gaya...."main to... I Am Sixty..Main eik umar raseeda Shaks Hun...
    Qurbat-e-MArg main Hun...To.."

    Aur Main Qurbat-e-Muhobbat MAin Hun....Main APne MAzi k Tajarbon ko Awaz nahi dena chahti Q k Boht Shor Hoga
    Bazghasht aisi Hogi k Kaan bhere Ho jaein ge....Be shumar Qise Wapis Aaein ge...or in main Kuch Main Tmhain Suna B Chuki hun...
    Main ne Boht AwaraGardi Ki hai Per MAin ab Tmhare Maqam pEr thehr Jana Chahti hun...
    mere liye na Marg wajood rakhti hai na Tmhari umar....
    or na is Hath Per ubharti jhariyon ka neem murda jhurmat..."
    Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 06-02-2009 at 04:47 PM. Reason: already share thi pahle wali

  8. #8
    Join Date
    Jul 2008
    Location
    Sialkot Pakistan
    Age
    38
    Posts
    2,056
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    Mohabbat Aik Aisa Samunder Hai Is Main Utarne Walay Ko Apni Tabahi Aur Barbadi Ka Ilam IUs Waqt Hota Hai Jab Tak Woh Tand o Taiz Maujn Main Garq Nahi Ho Jata Is Liye Kabhi Kisi Bashar Se Mohabbat Nahi Kerni Chaiye K Us K Bagair Zindagi Ka Tasawur Na Mumkin Lage Jab Hum Kisi Se Mohabbat Kerte Hain To Hamein Is Baat Ka Andaza Nahi Hota K Hum Kitna Agay Chalay Gaye Hain.Mohabbat Aik Aag Ki Manid Hoti Hai,Jo Insaan Ko Jala Ker rakh Ker DetiHai

    Yahan Tak K Insaan Apni Zindagi Ki bazi Her Jata Hai Jo Aksar Mohabbat Kerne Walon Ka Anjam Hoti Hai.Maut Waqt E Muqarrah Se Pehle To nahi Aati,Magar Dil Ki Maut Insaan Ko Jeetay G Mar Deti Hai.Mukhtasir Yeh K MOHABBAT Aisi Barsat Hai Jis Ki Barish Hariyali Laye Ya Tugyani Laye Yeh Aapki Qismat Per Hai

  9. #9
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009



    Jab Maa ko Khuda ne banaya tu Farishton ko hukum diya ke

    Chand ki thandak
    shabnam ke ansoo
    bulbul ke naghmey
    chakori ki tarap
    ghulab ke rang
    phoolon ki mehak
    samandar ki gehraye
    daryaon ki rawani
    mojon ka josh
    kehkshan ki rangeni
    zameen ki chamak
    subha ka noor
    aur aftab ki tamzat ko jama kiya jaye
    Takey Maa ki takhleq hojaye
    Jab Maa ko Khuda ne bana liya tu Farishton ne pocha.
    Malik-e-Do Jahan...!
    Tu ne is main apni taraf se kiya shamil kiya ?
    Tu Allah Rab-ul-izaat Ne Farmaya


    "Mohabbat"

  10. #10
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Iqtbaas Competition Feb 2009

    hijab

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •