najane konse jazbe kii yuuN taskiin karta huuN
bazahir to tumhare khat jala kar kuch nahiiN milta
dil kay in chalooN ka marham kiuN na tujh per nihaaN karooN
kis kis ko aay jan-e-tamanna apna apna kaha karooN
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
najane konse jazbe kii yuuN taskiin karta huuN
bazahir to tumhare khat jala kar kuch nahiiN milta
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
baRe logoN ke uunche badnuma aur sard maHloN ko
ghariib aankhoN se takta huuN to aankheN bhiig jaatii heN
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
kahaN se chala tha judaai kaa sayaa nahiiN dekh paya
ke raste meN thii aansuuoN kii rawaanii, zara phir se kehna.
Amjad Islam Amjad
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
jo aaj mera nahiiN he wo kal mira ho ga
ke har zamaana uruuj o zawaal rakhta he.
Rahman Khawar
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
use kaho ke sitam meN wo kuch kamii karle
ke zulm toRne waale bhii sog karte heN.
Syed Wasii Shah
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
same ke samandar kaha to ne jo bhii, suna, par na samjhe
jawanii kii naddii meN tha tez paanii, zara phir se kehna
Amjad Islam Amjad
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
wo baRa Rahiim o Kariim he mujhe ye sifat bhii ataa kare
use bhuulne kii dua karoN to mirii dua meN asar na ho
Dr.Bashir Badr
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
"he ishq bohat aasaN, yuN is ko samajh lijye
ik aag ke daryaa meN bas duubte jaana he"
Muhammad Ahsan Sami Rahil
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
yuN khud ko jalaane ka sabab Khaas nahiiN he
bas tum se muhabbat kii saza kaat rahe heN
Muhammad Ahsan Sami Rahil
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..