Aag hai aur Sulag rahi hai Hayaat
raakh hoo'n aur Bikhar raha hoo'n main
Ab bhi Ojhal hai Nigaahoo'n se Nishaan-e-Manzil
Zindegi tu hi Bata kitna Safar Baqi hai ??
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
Aag hai aur Sulag rahi hai Hayaat
raakh hoo'n aur Bikhar raha hoo'n main
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
Aankhein Khukien to Jaag uthien Hasratein tamaam
uss ko kho Diya jisey paaya tha khaab mein
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
Aik tha mosam-e-wafa jis ki hamein talaash thi
apney naseeb mein magar kuch aur hi azaab they
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
Jis ne teri Aankhoo'n mein Sharaarat nahi DEKHI
wo Laakh kahey uss ne Mohabbat nahi dekhi
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
jab mohabbat ka jaonon tha wo zamana or tha
ab ana ka masla hai wo khud chal ker aaye ga
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
mohabbat ki bazi , wo bazi hai daanish*
ke khud haar janey ko ji chahta hai
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
Mohabbat ke liye kuch khaas dil makhsoos hotey hain
yeh wo geet ahi jo har saaz pe gaya nahi jata
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
yeh hi reh gia madawa mere budgumaniyon ka
tera muskara ke milna mera aitbaar kerna
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
bhooley se muskura to diye they wo aaj faiz*
mat pooch walwaley dil-e-nakarda kaar ke
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..