bataye ager do sair tambako ko jalaya jai to kitna dhowan nikle ga?dhonwe ka wazn batana hay.bazahir yeh mumkin nazer nahi ata k itne dhonwe ka wazen kis terhan kiya jai laiken zara c comon sense say app is zahanet ka sawal ko hel ker sakte hain?![]()

tum nay to pher b seekh liye zamne ki chal chalen faraz
hum to kuch b na ker sake mohbaat k siwa
Hmmmm
ager 2 sair tambaku ko istamal ker k is ki rakh ko bahifazat rakhte jaein or phir tolein or phir rakh k wazan ko 2 sair main se minus kr dein to smoke ka wazan ajaye ga jaise
2 kg tambaku hai
or rakh jama ho k 1 kg hai
to
2 - 1 = 1 Ans![]()
​
i dnt think k is ka koi weight hota hai
exactly yahi tareeqa hay
main hairaan hon genius k kese answer diya
well done