Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 25

Thread: weeran kr gaya

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default weeran kr gaya

    ye aik boht purani kawish ahbaab e sachi dosti ki nazar
    kergaya - weeran kr gaya
    love thou - weeran kr gaya

  2. #2
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    wah wah wah,
    kaya baat hai janaab is ghazal ki,be had khoobsurat,bahot shaandaar,har aek sheir ne kuchh siwa hi lutf diya,so dheron daad is khoobsurat takhleeq ki nazar qabool kijiye,.rose
    is ghazal ne bahot kuchh yaad kara diya,woh taraahi muqaabila,us main shaamil dost,aor woh kaawishaat,jo us main shaamil ki gayi thi,aor khaas tor se meri apni ghazal,jo issi muqaabaley main post ki thi,
    apne andar bahot si meethi yaadain samoye,aap ki yeh ghazal be had pasand aayi,
    bahot khush rahiye,aabaad rahiye,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN


  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: weeran kr gaya

    aik aik shair bhot umda hai
    ghazal likhna mujhe behaaaaaaad mushkil lagta hai

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Islamabad, UK
    Posts
    88,946
    Mentioned
    1077 Post(s)
    Tagged
    10778 Thread(s)
    Rep Power
    21474941

    Default Re: weeran kr gaya

    wah kiya baat hai

    zaberdast bro

  5. #5
    Mohammad Sajid's Avatar
    Mohammad Sajid is offline * خاک نشین *
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: weeran kr gaya

    Dil Jeet Liya Itni Khubsoorat Ghazal Share Kar Ke



  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    not on streets, obviously!! LOL
    Posts
    6,514
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: weeran kr gaya

    aik shakhs saray shehr ko weraan kar gia

    zaberdast!
    ranisrequest - weeran kr gaya

  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by zain View Post
    wah wah wah,
    kaya baat hai janaab is ghazal ki,be had khoobsurat,bahot shaandaar,har aek sheir ne kuchh siwa hi lutf diya,so dheron daad is khoobsurat takhleeq ki nazar qabool kijiye,.rose
    is ghazal ne bahot kuchh yaad kara diya,woh taraahi muqaabila,us main shaamil dost,aor woh kaawishaat,jo us main shaamil ki gayi thi,aor khaas tor se meri apni ghazal,jo issi muqaabaley main post ki thi,
    apne andar bahot si meethi yaadain samoye,aap ki yeh ghazal be had pasand aayi,
    bahot khush rahiye,aabaad rahiye,
    hmm..han zain boht si yadain wabista hain,,boht dilchasp muqabila tha,or tumhari ghazal kisi say kam nahi thi..or bolay to khas tumhare liye share ki thi
    itni boht saari tareef krnay ka main to shukriya bhi ada nahi krpata....boht mamnoon o mashkoor hon ji
    love thou - weeran kr gaya

  8. #8
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by naz View Post
    aik aik shair bhot umda hai
    ghazal likhna mujhe behaaaaaaad mushkil lagta hai
    tumhari tareef bhi boht umda hay koi kaam mushkil hota hi kab hay..or tum to zaheen or basalahiyet ho zain jesa sha,ir yehan moajood hay...seekho ghazal asaan hojaiy gi..ham nay to sha,iri choar di
    love thou - weeran kr gaya

  9. #9
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by sheem View Post
    wah kiya baat hai

    zaberdast bro
    aap ki pasandeedgi ki bhi kiya hi baat hay boht boht shukriay ji
    love thou - weeran kr gaya

  10. #10
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by Rani View Post
    aik shakhs saray shehr ko weraan kar gia

    zaberdast!
    ahan raani ji kesay mizaaj hain janab kay? boht boht shukriya aap ka ye misra e tarahi hay janab
    love thou - weeran kr gaya

Page 1 of 3 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •