Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 11 to 20 of 25

Thread: weeran kr gaya

  1. #11
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Dil Jeet Liya Itni Khubsoorat Ghazal Share Kar Ke


    janab ki inayet hay..dil to aap logon nay itni mohabbat say hamara bhi jeet liya hay shukriya khamosh aanso ji
    love thou - weeran kr gaya

  2. #12
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Charagh Tallay
    Posts
    149
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    wahhh bohat khoob.. khalid sahib ki zameen ko bohat acha sencha.. ghazal pasand ayee.. sabhi ashaar hum'palla hein.. intekhaab mushkil hai..so dhairo'n daad-o-tehseen hamari janib se bhi qabool kijiye.. Bohat Nawazish.. 4012 - weeran kr gaya

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    .
    .
    koitaveezho - weeran kr gaya

    .....JI RAHAY HEIN KAMAL KERTAY HEIN.....

  3. #13
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    not on streets, obviously!! LOL
    Posts
    6,514
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by Đŕeåmẹr View Post
    ahan raani ji kesay mizaaj hain janab kay? boht boht shukriya aap ka ye misra e tarahi hay janab

    mizaaj bekhair o affiyat say hein

    umeed hai k aap b khair khairiyat say hoon gay

    aap nay be'had achi poem likhi hai

    wesay yeh "misra-e-tarahi" ka matlab samjh daien gay plz?
    ranisrequest - weeran kr gaya

  4. #14
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: weeran kr gaya

    Assalamo-Alekam
    bohat he khoob.....aik aik lafz bohat he gehra aur jazbaat say muziyan hai......
    bohat si daad!

  5. #15
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by withlove View Post
    wahhh bohat khoob.. khalid sahib ki zameen ko bohat acha sencha.. ghazal pasand ayee.. sabhi ashaar hum'palla hein.. intekhaab mushkil hai..so dhairo'n daad-o-tehseen hamari janib se bhi qabool kijiye.. Bohat Nawazish.. 4012 - weeran kr gaya

    wafa aur dua ke saath
    withlove
    huzoor nawazis hay ,karam hay,mahrbani hay,shukriya hay,,is dil kheer pasandeedgi ka jawab nahi apnay paas..boht shukriya janab ka
    love thou - weeran kr gaya

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by Rani View Post
    mizaaj bekhair o affiyat say hein

    umeed hai k aap b khair khairiyat say hoon gay

    aap nay be'had achi poem likhi hai

    wesay yeh "misra-e-tarahi" ka matlab samjh daien gay plz?
    ahan!! rani huzoorji janab main bhi bilkul khairyet say hon tarahi misray ka matlab hota hay aisay misra jo sho,ara ko day un say kaha jata hay kay is misray ki bahr o qafiye main ghazal kahain..to ye misra khalid shareef saahb ka hay.us pr main nay ye ghazal likhi thiboht boht khush raho,sada hansti muskrati raho
    love thou - weeran kr gaya

  7. #17
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    Assalamo-Alekam
    bohat he khoob.....aik aik lafz bohat he gehra aur jazbaat say muziyan hai......
    bohat si daad!
    hijaab aap ka boht boht shukriya... ji ye jazbaat hi hain jo shair main dhaltay jatay hain...jab koi acha sha,ir pasand krta hay to acha lagat hay
    love thou - weeran kr gaya

  8. #18
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    not on streets, obviously!! LOL
    Posts
    6,514
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    32 Thread(s)
    Rep Power
    21474859

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by Đŕeåmẹr View Post
    ahan!! rani huzoorji janab main bhi bilkul khairyet say hon tarahi misray ka matlab hota hay aisay misra jo sho,ara ko day un say kaha jata hay kay is misray ki bahr o qafiye main ghazal kahain..to ye misra khalid shareef saahb ka hay.us pr main nay ye ghazal likhi thiboht boht khush raho,sada hansti muskrati raho
    bohat bohat shukriya samjhany k aur duaoon ka b
    chain aye meray dil ko dua kijiye
    ranisrequest - weeran kr gaya

  9. #19
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: weeran kr gaya

    Quote Originally Posted by Rani View Post
    bohat bohat shukriya samjhany k aur duaoon ka b
    chain aye meray dil ko dua kijiye
    apna falsafa kuch mukhtalif hay ji!dil ka chain to ham baddua samjhtay hain...pahlo main jab tak ye baywafa dil baychain o muztarib hay,tab tak jeenay ka bahana muyassir hay,kuch likhnay ko saman isi dil ki baychaini say muyassir aata hay..dharakta,machalta hy ye dil to isi baychaini say!janab agr dil ko sukonn agaya to share kesay honagy,nazm kesay kahi jaaiy gi...lafz bhi dil hi kay saath pusakoon hojain gay... albaata ye dua krta hon kay dil kisi na rasa ki talab say baaz aajaiy
    love thou - weeran kr gaya

  10. #20
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: weeran kr gaya

    wah

    hmsha ki terha bht hi zbrdst


Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •