Page 3 of 11 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 21 to 30 of 103

Thread: Shairy seekhiye,sabaq 1.

  1. #21
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    2,050
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Rep Power
    4498041

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Zain ! Fard kuch kuch aur samjh mai aya hay , yani mai jo ya samjha hok Fard Ghazal mai nahi ho sakta , Fard aik Tanha sahir ko kha jata hay , jis mai Qafiya aur Radeef ki qaid nahi hay . sahi ?

    yani akyla tanha shair fard khilata hay jis mai aik baat jo aap khna chaty hy mukmal ho jay ?

    FeamNAllah

  2. #22
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    shahr e karachi
    Posts
    522
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Quote Originally Posted by zain View Post
    hosala afzaayi ke liye shukriya,
    arrey kiyoon gunehgaar kartey ho yaar,aap mujh se ziyaada jaantey ho shaairy ke baarey main,ham ne to abhi seekhana shuru kiya hai,

    chalo ji,tumara daakhala ho gaya hai,apni 2 saal ki fee (paishagi) jama kara do Naz ke paas.,
    shukriya huzoor nawzish janab e man ki....yaar ye to sara sar zarra nawazi hay...mujhay kuch bhi nahi aata siwaaiy tamak toiyyan marnay kay, apnay andar ka haal to main hi janta hon!! Dakhla ki badhaae naz kay pas q....ham to ustaad kay pas jam krwaain gay... lo ji ye rahi hamari dakhla badhaae:

    janab gin lo! pooray 999 hain ji. agar aik bhi kam ziyada ho kahiyye ga.ab to dakhla inayet ho!
    Last edited by dreamer; 18-04-2008 at 03:37 PM.
    love thou - Shairy seekhiye,sabaq 1.

  3. #23
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Quote Originally Posted by Hijab View Post
    Assalamo-Alekam!
    Theek hai Mr. Zain, agar aap ko Ustad kehlwana acha nahi lagta tou hum nahi kahein gey.......lekin hum sirf aap ko naam say nahi pukarein gey!
    Aur INSHALLAH hum aap kay asbaaq ko baqaida print ker kay booklet bana lein gey aur jaisay imtihan ki tayari kartay hein waisay parein gey....kyon kay Shayri bhi hamari aik manzil hai aur rasta tou hamein sehal karnay ho ga na
    Aap ko yaqeen dilatay hein kay apni pori akal bhira kay hum mashq kiya karein gey INSHALLAH!
    WALEKUM ASLAAM,

    arrey achha kis ko naheen lagta Ustaad kehlaana,lekin banda is qaabil bhi to hona chaahiye na,ustaadi ke martabey tak pohanchatey pohanchatey to aek umr beet jaati hai,aor main to abhi alif se bey tak naheen pohancha,
    bahot achhi baat hai,bahot khushi huyi jaan kar ke aap seekhaney main waaqati mukhlis hain,issi khushi main yeh gulaab aap ka huwa,
    meri tamaam mehnat ka sila agar kuchh hai to bas itna ke aap shaairy ke baarey main jaan jaayain,aor ramooz (jin ke asbaaq aagey aaney waaley hain) samajh jaayain,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN

  4. #24
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Quote Originally Posted by Bheegi-Palkain View Post
    Assalam-o-Alikum WR WB

    Zain ! Fard kuch kuch aur samjh mai aya hay , yani mai jo ya samjha hok Fard Ghazal mai nahi ho sakta , Fard aik Tanha sahir ko kha jata hay , jis mai Qafiya aur Radeef ki qaid nahi hay . sahi ?

    yani akyla tanha shair fard khilata hay jis mai aik baat jo aap khna chaty hy mukmal ho jay ?

    FeamNAllah
    WALEKUM ASLAAM,
    zabardast,aap bilkul theek samjey ho,shabaash.
    yoon to aam feham zubaaN main ham issey sheir bhi keh saktey hain,aor ziyada tar log yahi kehtey bhi hain,lekin aap sab ko fard ke chakar main daalaney ka maqsad hi yahi tha ke jab bhi aap aehl-e-ilm ke saamaney beith ke baat karain to is ko is ke istalaahi naam se pukaarain,na ke is ki zaahiry shakal ke naam se,
    khushi huyi ke aap fard ki bunyaad ko samajh gaye,v good.
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN

  5. #25
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    london.
    Posts
    562
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Quote Originally Posted by Đŕeåmẹr View Post
    shukriya huzoor nawzish janab e man ki....yaar ye to sara sar zarra nawazi hay...mujhay kuch bhi nahi aata siwaaiy tamak toiyyan marnay kay, apnay andar ka haal to main hi janta hon!! Dakhla ki badhaae naz kay pas q....ham to ustaad kay pas jam krwaain gay... lo ji ye rahi hamari dakhla badhaae:

    janab gin lo! pooray 999 hain ji. agar aik bhi kam ziyada ho kahiyye ga.ab to dakhla inayet ho!
    maar di na DanDi,mujhey pehley hi shaq tha,hazoor yeh 999 naheen,915 hain,
    kheir,tumaarey shoq aor itney saarey gulaab ikhatey karney ki mehnat ko dekhtey huye,ham tumain daakhala de hi detey hain,lekin agar sabq main DanDi maari to...............
    bahot shukriya itney saarey phooloN ka,ab to saari umr ke liye kaafi hain,balke tamaam SD members ko baantata phiroon ga,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN

  6. #26
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    2,050
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Rep Power
    4498041

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Zain dubara takleef dey rha hoon , Fard clear ho gya shukriya is mai aap ka bhi

    Maqta ! mai nay maqata parha yani Ghazal mai koi shak nahi maqat bhot imp hay per 2 maqaty hum kuo likhty hay ? pahlay to zara is ko clear karya ga dosra ya qafiya jo hota hay us ki thori wazhat chiya , yani aik awaz ko hum qafiya khay gy ya us lafz ko jo dosry lafz mai ay ga

    like
    apnay hi ghazal ka mqata paish karta hoon

    Apna sab kuch lutai betha hoon
    yani khud ko mitai betha hoon

    is mai agr hum urdu mai dekhy to Lutai aur Mitai k last mai ALIF + YEH aya hay yani bari yeh ...mazrat zara urdu weak hay meri is liya takleef dey rha hoon ab agr mai is trha kha doon

    Apna sab kuch lutai betha hoon
    yohi teri haay liyay betha hoon

    i know ya wala shair sahi nahi hay per mai drasal qafiya clear karna cha rha hoon dono k last mein YEH aagya hay , is liya aap ko takleef di taky auro ko bhi misal mil jay aur mujhy bhi aik perfect clearance ho jay

    FeamnAllah

  7. #27

    arrey naheen is main takleef kesi janaab,yeh silsila to shuru hi issi liye kiya gaya hai ke jo kuchh main jaanta hoon,ussey baaqi saathiyon tak pohanchaoon,so aap aek kaya,aek hazaar baar sawaal poochh saktey hain,main jis had tak jaanta huwa,INSHA ALLAH zaroor bataoon ga,

    aap ne 2 sawaal kiye,pehla maqta ke baarey main,....
    ma.azarat chaahat hoon ke main aap ka sawaal sahee tarah se naheen samj saka,ke aap 2 maqta kis ko keh rahey hain,kiyoon ke ghazal main to aek hi maqta hota hai,agar is sawaal ki thori mazeed wazaahat karain to shaaid jawaab dena merey liye aasaan ho jaaye,

    aap ke pehley sheir main "lutaaye" aor " mitaaye" ham qaafiya alfaaz hain.
    jabke doosarey sheir ke alfaaz ham qaafiya naheen hain,
    qaafiya ka ham aawaaz hona(yehni un ki aawaaz ka aek jesa hona) zaroori hai,
    lutaaye ke ham qaafiya alfaaz,bichhaaye,jalaaye,chalaaye,milaaye,waghera hain,lekin liye har giz naheen,
    liye ke ham qaafiya honge,piye,jiye,kiye,waghera,
    umeed hai aap ki uljhan door ho gayi ho gi,
    Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
    hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN

  8. #28
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    2,050
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    33 Thread(s)
    Rep Power
    4498041

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Assalam-o-Alikum WR WB

    Sorry sorry .... pata nahi kya likh diya ... mai Mtala k bary mai kha tha sorry

    FeamnAllah

  9. #29
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    Quote Originally Posted by zain View Post

    agar yeh aesa hi hai,jesa aap ne bataya,yehni yeh waahid sheir hai jo aap ne kaha,to phir yeh yaqeenan fard hi hai.
    jab bhi,is sheir ko is ke istalaahi naam se pukaarain ge to is ko fard hi kahain ge.
    yeh hue na baat ise tention main tu thi main ke yeh phir fard hai
    jee yeh aik akela he hai .or Fard he hai..thanku uncle

  10. #30
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: Shairy seekhiye,sabaq 1.

    zain ji really nice vrk

    and vry vry usefull

    thnkx aloooot

    bt mujy stilll bht hi hrd lagra hai iss sab ko yaad rakhna

Page 3 of 11 FirstFirst 12345 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •