4
~*soch nager ki rani*~
muhbbat insaan ko jeenay ka matlab batati hai...Muhbbat insaan ko jeenai ki chah daiti hai, insan ko apni khudgarz zindagi sai nikal kai kisi kai Liyai jeena sikhati hai jab say insaan peda hota hai wo her insaan main khud k liye ais muhbbat ko dhoondta hai...or muhbbat insaan ko buht si cheezon say roshnas kerwati hai dukh,anso,hansi,khushiyan,khud k honay ka matlab khud ki pehchan sab chezon say bawar kerwati hai apnay ander ik buhat khoobsurat jazba hai jo apnay ander zindgi ka her pehlo chupaye hoye hai....insaan kabhi yeh nai keh sakta keh muhbbat sirf khushiyan deti hai na yeh keh sakta hai keh muhbbat hemsha dukh deti hai...balkeh muhbbat inhien dono cheezon ka naam hai...