View Poll Results: Cast Ur Votes

Voters
10. You may not vote on this poll
  • 1

    2 20.00%
  • 2

    2 20.00%
  • 3

    2 20.00%
  • 4

    0 0%
  • 5

    4 40.00%
  • 6

    0 0%
Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 14

Thread: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

  1. #1
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    Salam

    Thread may members kay share kiye hoye Question Ke Answers lgay ja rhay hain ...achi terha soch smhj kr vote kro sab

    RuLes :

    1...sirf Aik he Asnwer ko vote diya jasakta hai.

    2...Members apni shamil ki gaye Asnwers ko vote nahi de sakte...jis ne diya wo vote cancel kardiya jaye ga.

    3...Polling ki last date 28 Feb Hai.

  2. #2
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    1

    hina



    محبت۔ ۔ ۔ ۔ ۔؟
    یہ تو آفاقی جذبہ ہے۔
    یہی جذبہ تخلیقِ کائنات کی اساس ہے
    محبت نہ ہو تو دنیا کی شکل کسی ایسی تصویر جیسی ہوگی جس میں کوئی رنگ نہ ہو جس میں تشنگی ہوتی ہے
    محبت اور ہوس کو ایک سمجھ لینا بہت بڑی زیادتی ہے
    محبت تو ہر کوئی کرتا ہے۔ سب سے پہلے اپنے خالق سے ، پھر خود سے ، اور پھر اپنے علاوہ کسی اور سے

  3. #3
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    2

    Hijab



    Is jahan aur insan ki takhleeq he mohabbat say ki gaye hai. ALLAH(SWT) nay hamein is jahan mein US ki ibadat aur US say mohabbat kernay kay liyey paida kiya hai. Mijazai mohabbat per qadam rakhnay kay baad he insan HAQEEQI mohabbat tak pohnch sakta hai.
    Majazi mohabbat ho jaaati hai aur HAQEEQI mohabbat ki jaati hai.
    Aaj kal jo mohabbat ki jaa rahi hai us mein BAISH-TAR khokli aur matlabi hai, jis ki wajh say mohabbat ki asal rooh aur matlab kho geya hai.

    MAJAZI MOHABBAT DUNYAWI KHUSHI DAY SAKTI HAI
    HAQEEQI MOHABBAT KAY SAMNAY HER HER MOHABBAT BAY-MANI HOTI HAI.

  4. #4
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    3

    jan-e-naz



    Mohabbat...!

    Mohabbat ehsas hai...Mohabbat rooh hai...Mohabbat Aik khoubsurat Jazba...Mohabbat Dil...Mohabbat Jan...Mohabbat Pori Kainat...Mohabbat Khushi Tu Mohabbat Kabhi Gham...Mohabbat aik wo raaz hai jis se her koi kabhi na kabhi zaror Ashna Hota hai...chahey wo kabhi bhi ho...Meri soch Mohabbat k bare main yeh ke Mohabbat Bus Mohabbat Hai...Mohabbat Ko Mohabbat Se He Rakha jata hai...Insani Khawaishain tu her pul burhti he hain...haan Mohabbat Ki Chah bhi Burhti Hia..jaha dene ko dil chahta hia waha lene koi bhi dil chahta hai...!

    Mohabbat zindagi Hai...!

    Or

    zindagi Mohabbat Hai...!

  5. #5
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    4

    ~*soch nager ki rani*~




    muhbbat insaan ko jeenay ka matlab batati hai...Muhbbat insaan ko jeenai ki chah daiti hai, insan ko apni khudgarz zindagi sai nikal kai kisi kai Liyai jeena sikhati hai jab say insaan peda hota hai wo her insaan main khud k liye ais muhbbat ko dhoondta hai...or muhbbat insaan ko buht si cheezon say roshnas kerwati hai dukh,anso,hansi,khushiyan,khud k honay ka matlab khud ki pehchan sab chezon say bawar kerwati hai apnay ander ik buhat khoobsurat jazba hai jo apnay ander zindgi ka her pehlo chupaye hoye hai....insaan kabhi yeh nai keh sakta keh muhbbat sirf khushiyan deti hai na yeh keh sakta hai keh muhbbat hemsha dukh deti hai...balkeh muhbbat inhien dono cheezon ka naam hai...

  6. #6
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    5

    jaanoo



    Mohabbat ek ehsas hai aur iska rishta dil se hai.ager mohabbat Allah se ho to ebadat hai aur aisi ebadat ki manzil jannat hai.

  7. #7
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    6

    Bint E Aadam



    Mere khiyal main Mohabbat khonay aur panay ka naam hai pehli nazar main mehsoos ki jane wali mohabbat nahi psandeedgi ki aik qisam hai per aik nazar k baad dusri nazar bhi usi ko dkehne rehne ki khawahish mohabbat hai

    Mohabbat Apnon se jin se koi rishata ho to insaan kabhi tahi daman nahi rehta per un laugon se mohabbat kerna jin s ekoi rishta hai he nahi faqat Mohabbat jaise 4 harfi lafz k to khak he hathon main aati hai

    Mohabbat pa ker kisi ko khonay ka naam hai.

  8. #8
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    voted

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  9. #9
    Hijaab's Avatar
    Hijaab is offline جنوں صفت
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~


    voted............

  10. #10
    Join Date
    Apr 2008
    Location
    in dreamz
    Posts
    559
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Polling ~Question Competiton Feb 2009~

    voted








Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •