Salam
bht pyary iqtbaas share kiye sab nay is baar
Jo Aap ko pasand aye usay vote day ...Apni sharing ko vote nhi day skty...
Polling 28 Feb ko close ho gi ...
Salam
bht pyary iqtbaas share kiye sab nay is baar
Jo Aap ko pasand aye usay vote day ...Apni sharing ko vote nhi day skty...
Polling 28 Feb ko close ho gi ...
Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 25-08-2012 at 11:35 PM.
1
hina
جب محبت تمہیں بلائے اس کے پچھے چلے جاؤ - اور جب اسکے بازو تمہیں سمیٹیں تب ایسا ہونے دو - گو اُس کے پنکھوں میں پوشیدہ تلوار تمہیں زخمی کردے - اور جب تم سے کچھ کہے تو اس کا یقین کرو۔ جب تم محبت کرو تو تمہیں یہ نہیں کہنا چاہیئے کہ خُدا میرے دل میں ہے بلکہ یہ کہ"میں خدا کے دل میں ہوں" اور یہ نہ سمجھو کہ تم اپنی مرضی کے مطابق محبت کو راہ دکھلا سکتے ہو- اس لئے کہ محبت خود اگر وہ تمہیں اس کا اہل سمجھے گی تمہیں راستہ دکھائے گی ۔ محبت اپنےعلاوہ اور کچھ بھی نہیں دیتی اور جو کچھ وہ لیتی ہے اپنے ہی سے لیتی ہے- محبت قبضہ نہیں کرتی نہ اس پر قبضہ کیا جاسکتا ہے ۔ اس لئے کہ محبت کے لئے محبت ہی کافی ہوتی ہے
4
DaNgErOuS tEaRs
Qurbat-e-Muhobat Main
"Us Ne Fiqra Adhura Chor diya.......
Boht Dair Baad Woh Is Fiqre Ki Shiddat Or Yak Lakht Aamd k Takrao se Bahir Aya....
Sultana Ki Khana BAdosh Nilgon Aankhon Ki Hamzad Woh Neeli Banawatein Jaise Is k Chehre Se
Alg Ho Ker Chune Ki Safedi Main Ubhre Huwe Mujasmon k Gird Tawaaf Krti Inhein Apne Rang Main
Bhigone Lagein......Bharkhti Roshni Bhi Neelahat Main Rangne Lagi....
main to....Eik Luknat Zada BAche Ki Trha Khawar عجز or Herat se Larkharane Laga...
Eik Kund Zehan Talib ilm Ki Trha Ghabra Gaya...."main to... I Am Sixty..Main eik umar raseeda Shaks Hun...
Qurbat-e-MArg main Hun...To.."
Aur Main Qurbat-e-Muhobbat MAin Hun....Main APne MAzi k Tajarbon ko Awaz nahi dena chahti Q k Boht Shor Hoga
Bazghasht aisi Hogi k Kaan bhere Ho jaein ge....Be shumar Qise Wapis Aaein ge...or in main Kuch Main Tmhain Suna B Chuki hun...
Main ne Boht AwaraGardi Ki hai Per MAin ab Tmhare Maqam pEr thehr Jana Chahti hun...
mere liye na Marg wajood rakhti hai na Tmhari umar....
or na is Hath Per ubharti jhariyon ka neem murda jhurmat..."
5
Bint E Aadam
Mohabbat Aik Aisa Samunder Hai Is Main Utarne Walay Ko Apni Tabahi Aur Barbadi Ka Ilam IUs Waqt Hota Hai Jab Tak Woh Tand o Taiz Maujn Main Garq Nahi Ho Jata Is Liye Kabhi Kisi Bashar Se Mohabbat Nahi Kerni Chaiye K Us K Bagair Zindagi Ka Tasawur Na Mumkin Lage Jab Hum Kisi Se Mohabbat Kerte Hain To Hamein Is Baat Ka Andaza Nahi Hota K Hum Kitna Agay Chalay Gaye Hain.Mohabbat Aik Aag Ki Manid Hoti Hai,Jo Insaan Ko Jala Ker rakh Ker DetiHai
Yahan Tak K Insaan Apni Zindagi Ki bazi Her Jata Hai Jo Aksar Mohabbat Kerne Walon Ka Anjam Hoti Hai.Maut Waqt E Muqarrah Se Pehle To nahi Aati,Magar Dil Ki Maut Insaan Ko Jeetay G Mar Deti Hai.Mukhtasir Yeh K MOHABBAT Aisi Barsat Hai Jis Ki Barish Hariyali Laye Ya Tugyani Laye Yeh Aapki Qismat Per Hai.
6
Hijab
Jab Maa ko Khuda ne banaya tu Farishton ko hukum diya ke
Chand ki thandak
shabnam ke ansoo
bulbul ke naghmey
chakori ki tarap
ghulab ke rang
phoolon ki mehak
samandar ki gehraye
daryaon ki rawani
mojon ka josh
kehkshan ki rangeni
zameen ki chamak
subha ka noor
aur aftab ki tamzat ko jama kiya jaye
Takey Maa ki takhleq hojaye
Jab Maa ko Khuda ne bana liya tu Farishton ne pocha.
Malik-e-Do Jahan...!
Tu ne is main apni taraf se kiya shamil kiya ?
Tu Allah Rab-ul-izaat Ne Farmaya
"Mohabbat"
7
sheem
Suno! Apni Chahat ka yaqen dilane ke liye agar mujhe jan se bhi guzarna para tu guzar jaonga...magar yaad rakhna ke mere bad tumhe mujh jaisa koi chahne wala nahi mile ga...kuke main tumhe dil ki gehriou se chahta hon.
Ufaq ke in taron se zaida 7 rang ko barish ke rangon se bhi zaida...pholon ki aik aik patti main mere pyar ka rang basa hua hai...aisa anmit rang jo kabi nahi chutey ga.
in hawaon ki qasam,jin ki sarsarahat kano main ras ghol deti hai agar tumhe meri mohabbat ka ab tak yaqen nai aya tu meri ankhon ko ghor se dekho...in ankhon mian teerta tumhara pyar kitna shafaf hai...ab tu meri mohabbat,meri chahat ka yaqen karlo!
Kuke haqeqatun ankhian kabhi jhot nahi bolti.
8
~*Heer*~
voted
Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho
yara yeh Adab walay section mein bari mushkil ho jaati hai
voted
voted
voted