ENTIRES


jan-e-naz

Yeh Meri Taraf Se Mera Bhot Zaida Fav

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Ki jaise tujhko banaya gaya hai mere liye
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tu abse pehle sitaaron mein bas rahi thi kahin
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye
Tujhe zameen pe bulaya gaya hai mere liye

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ki ye badan ye nigaahein meri amaanat hain
Ye gesuon ki ghani chhaon hain meri khatir
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain
Ye honth aur ye baahein meri amaanat hain

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Ki jaise bajti hain shehnaaiyaan si raahon mein
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Suhaag raat hain ghoonghat utha raha hoon main
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein
Simat rahi hai tu sharma ke apni baahon mein

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Ki jaise tu mujhe chaahegi umr bhar yoohin
Uthegi meri taraf pyaar ki nazar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin
Main jaanta hoon ki tu geir hai magar yoohin

Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai
Kabhi kabhi mere dil mein khayaal aata hai


Video

.:.Sachii Dosti Community.:. - ~ Kabhi Kabhi Mere Dil Main ~

Dangerous Tears



mohabbat ki hai daastaan zindagi
mohabbat na ho toh kaha zindagi
mohabbat ki hai daastaan zindagi
mohabbat na ho toh kaha zindagi
mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
mohabbat to ek jaaveda zindagi hai
tohse naina laage

kshama ko pigalne ka armaan kyun hai???
patange ko jalne ka armaan kyun hai???
isi shok ka imtehaan zindagi hai
isi shok ka imtehaan zindagi hai

mohabbat jise baksh de zindagani
nahi maut par khatm uski kahaani

kaise jiya jaaye
kaise jiya jaaye
ishq bina
kaise jiya jaaye
kaise jiya jaaye
ishq bina

nahin koi insaan mohabbat se khaali
har ek ruh pyaasi, har ek dil sawaali
mohabbat jahaan hai wahaan zindagi hai...
mohabbat na ho toh kahaan zindagi hai...

tohse naina laage mili roshni
tohse man jo laaga mili zindagi
tohse naina laage mili roshni
tohse man jo laaga mili zindagi
mohabbat jise baksh de zindagani
nahi maut par khatm uski kahaani

.:.Sachii Dosti Community.:. - Tose naina lage- Javeda zindagi

Gur!ya

O Re Piya Haaye - 3
Udne Laga Kyon Man Baawla Re, Aaya Kahaan Se Yeh Hosla Re
O Re Piya Haaye - 2

Taanaabaana Taanaabaana Bunti Hawaa Haaye Bunti Hawaa
Boondein Bhi To Aaye Nahi Baaz Yahaan Haaye
Sagish Mein Shaamil Saara Jahaan Hai
Har Zarrein Zarrein Ki Yeh Iltiza Hai
O Re Piya, (O Re Piya Haaye - 2), O Re Piya

Nazrein Bolein Duniya Tolein, Dil Ki Zaban Haaye Dil Ki Zubaan
Ishq Maange, Ishq Chaahe Koi Toofaan Haaye
Chalna Aahiste Ishq Naya Hai, Pehla Yeh Vaada Humne Kiya Hai
O Re Piya Haaye - 2, O Re Piya
Piyaaaaa.... Yeh Piyaaaaa...............

Nange Pairo Pe Angaaro Chalti Rahi Haaye Chalti Rahi
Lagta Hai Ke Gairo Mein Palti Rahi Haaye
Le Chal Wahaan Jo Mulk Tera Hai, Jaahil Zamana Dushman Mera Hai Haaye
O Re Piya Haaye...........

VDO

Live Listen
Aaja Nachle (2007) Indian Movie Songs Online - DeSi-RaDiO

~*guriya*~

Aa Kahi Duur Chale Jaaye Ham
Duur Itnaa Ki Hamein Chhuu Na Sake Koi Gam
Aa Kahi Duur ...

Phuulon Aur Kaliyon Se Mehake Hue Ik Jungal Mein
Ik Hasin Jheel Ke Saahil Pe Hamara Ghar Ho
Os Mein Bheegi Hui Ghaas Pe Ham Chalte Ho
Rang Aur Nuur Mein Duubaa Hua Har Manzar Ho
Main Tujhe Pyaar Karu Mere Sanam
Tu Mujhe Pyar Kare Mere Sanam
Aa Kahi Duur ...

Aa Aa
Shaam Kaa Rang Ho Gaharaa To Sitaare Jaage
Raat Jo Aaye To Resham Se Andhere Laaye
Chaand Jab Jheel Ke Paani Mein Nahaane Utare
Meri Baahon Mein Tujhe Dekh Ke Sharamaa Jaaye
Main Tujhe Pyaar Karu Mere Sanam
Tu Mujhe Pyaar Kare Mere Sanam
Aa Kahi Duur...

YouTube - Aa Kahin Duur Chale Jaaye Hum - Akshay...
Rabi


Teri ek chhuwan se jaaga yeh kaisa ehsaas
Pehle to mehsus hui na mujhko aisi pyaas

Pehli pehli baar baliye, dil gaya haar baliye


Pehli pehli baar baliye, dil gayi haar baliye


Rabba mainu pyaar ho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya - 2
Dil ka qaraar kho gaya
Hai, dil ka qaraar kho gaya

progress - - Polling for Luv S0nGs CoNtEsT (FEB) - 2009
Bint e Adam


--MALE--
Kya yehi pyaar hai

--FEMALE--
Haan yehi pyaar hai

--MALE--
O, dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin

--FEMALE--
Kya yehi pyaar hai

--MALE--
Haan haan, haan yehi pyaar hai

--FEMALE--
O, dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai

--MALE--
Haan yehi pyaar hai
Pehle main samjha kuch aur vaje in baaton ki
Lekin ab jaana kahan neend gayi meri raaton ki

--FEMALE--
Jaagti rehti hoon main bhi, chaand nikalta nahin, oh
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai, bolo, bolo na

--MALE--
Haan yehi pyaar hai

--FEMALE--
Kaise bhooloongi, tu yaad hamesha aayega
Tere jaane se jeena mushkil ho jaayega

--MALE--
Ab kuch bhi, ho, dil pe koi zor to chalta nahin
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai

--FEMALE--
Haan, haan yehi pyaar hai

--MALE--
Jaise phoolon ke mausam mein yeh dil khilte hai
Premi aise hi kya patjhad mein bhi milte hain

--FEMALE--
Rut badle, duniya badle, pyaar badalta nahin, ho
Dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin
Kya yehi pyaar hai

--MALE--
Haan yehi pyaar hai

--BOTH--
O, dil tere bin kahin lagta nahin
Waqt guzarta nahin

--FEMALE--
Mm hm hm hm hm hm

--MALE--
Haan, haan haan, haan yehi pyaar hai

--FEMALE--
Kya yehi pyaar hai

--MALE--
Haan yehi pyaar hai



Song ka aik link yeh bhi hai repaid wala

RapidShare Webhosting + Webspace

http://www.dishant.com/lyrics-1894.html


aur aik yeh bhi ahi jahan ap direct sun sakte hain

Mufliha

Chaahe tum kuchh na kaho maine sun liya
Ki saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya
Maine Sun liya

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha
Pehla khumaar

Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha
Pehla khumaar

Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se

Pehla nasha
Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar




sheem

Mere Rang Mein Rangne Wali
Pari Ho Ya Ho Pariyon Ki Rani
Ya Ho Meri Prem Kahani
Mere Sawaalon Ka Jawab Do, Do Na
Bolo Na Kyu Yeh Chand Sitare
Takte Hai Yuh Mukhde Ko Tumhare
Chuke Badan Ko Hawa Kyu Mehki..?
Raat Bhi Hai Kyu Behki Behki..?
Mere Sawaalon Ka Jawab Do, Do Na

Kyu Ho Tum Sharmai Hui Si
Lagti Ho Kuch Ghabrai Hui Si
Dhalka Hua Sa Aanchal Kyu Hai..?
Yeh Mere Dil Mein +++++++ Kyu Hai..?
Mere Sawaalon Ka Jawab Do, Do Na

Dono Taraf Benaam Si Uljhan
Jaise Mile Ho Dulha-Dulhan
Dono Ki Aisi Halat Kyu Hai..?
Aakhir Itni Mohabbat Kyu Hai..?
Mere Sawaalon Ka Jawab Do, Do Na

here is the video of my song

http://www.youtube.com/watch?v=Kxd6po6wL4w

~*Heer*~

(Khoya khoya chand rehta hai aasmaan ke paas
Khoye khoye hum bhi rehte hain is jahaan ke paas)
Khoya khoya kyoon rehta hai aaj kal yeh dil
Tum to meri jaan samajhti ho kya meri mushkil
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai

(Dekhta hoon sirf tumko, tum nigaahon mein basi ho
Chaahta hoon sirf tumko, tum to meri aashiqui ho)
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai

(Mar gaya pehli hi nazar mein main tumhaari is saadgi pe
Dekho aise shaq karo naa tum meri deewaangi pe)
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai
Khoya khoya chand rehta hai aasmaan ke paas
Khoye khoye hum bhi rehte hain is jahaan ke paas
Khoya khoya kyoon rehta hai aaj kal yeh dil
Tum to meri jaan samajhti ho kya meri mushkil
Saari saari raat jaagoon main chandni ke saath
Bas mein nahin hai aaj kal yeh mere jazbaat
Keh do naa, keh do naa, keh do naa pyaar hai

.:.Sachii Dosti Community.:. - Khoya Khoya Chand Rehta Hai