Page 2 of 11 FirstFirst 1234 ... LastLast
Results 11 to 20 of 104

Thread: Let' Play Shairi

  1. #11
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Let' Play Shairi

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Dost Ek Baat Kehni Hai
    Humein Nahin Pata Ye Shayir Kaun Hain
    Hum Ne Na Hi In Ka Naam Suna Hai Na Hi Ghazals Parhi Hain
    Agar Ghazals Parhi Bhi Haun To Shayad In Ka Naam Na Ho
    Faraz Sahab Ke Naam Ki Ek Ghazal Read Ki Thi
    Suna Hai Usay Laug Aankh Bhar Ke Dekhte Hain
    Dost Is Tarah To Hamare Liye Mushkil Ho Jaaye Gi
    Is Game Main Koyi Aur Hall Nikaaliye Na Plz

    tumhe Munir niyazi ka nahi pata hairet hai waise..tum jis bhi poet ka naam aye iski poetry search karke nikal sakte ho..yeh koi mushkil kaam nahi hia.

  2. #12
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    342
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Let' Play Shairi

    @silent tears

    naz ne bilkul theek kaha.....lekin hamari quami zaban urdu,aur aik tu app ka zoog aur shooq bhee ha....tu yeh hamary shairoon k sath na insafi nahi hogi k app un ka kalam tu shoq se idhar udhar post kertay hoo lekin app un ke takleeq kar ko nahi jaany.....app koshish keroo un ko janny ki



    @topic

    تم مجھے گُڑیا کہتے ہو
    ٹھیک ہی کہتے ہو ۔۔۔!!!
    کھیلنے والے سب ہاتھوں کو میں گڑیا ہی لگتی ہوں
    جو پہنا دو، مجھ پہ سجے گا
    میرا کوئی رنگ نہیں
    جس بّچے کے ہاتھ تھما دو
    میری کسی سے جنگ نہیں
    سوچتی جاگتی آنکھیں میری
    جب چاہے بینائی لے لو
    کُوک بھرو اور باتیں سن لو
    یاں میری گویائی لے لو
    مانگ بھرو، سیندور لگاؤ
    پیار کرو، آنکھوں میں بساؤ
    اور جب دل بھر جائے تو
    دل سے اُٹھا کہ طاق پہ رکھ دو
    تم مجھ کو گڑیا کہتے ہو
    ٹھیک ہی کہتے ہو


    next FAIZ AHMED FAIZ

  3. #13
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Let' Play Shairi

    aaye kuchh abr kuchh sharaab aaye
    us ke baad aaye jo azaab aaye


    baam-e-miinaa se maahataab utare
    dast-e-saaqii me.n aaftaab aaye

    har rag-e-Khuu.N me.n phir charaaGaa.N ho
    saamane phir wo benaqaab aaye

    umr ke har waraq pe dil ko nazar
    terii meher-o-wafaa ke baab aaye

    kar rahaa thaa Gam-e-jahaa.N kaa hisaab
    aaj tum yaad behisaab aaye

    na gaii tere Gam kii saradaarii
    dil me.n yuu.n roz inqalaab aaye

    jal uThe bazm-e-Gair ke dar-o-baam
    jab bhii ham Khaanamaa.N_Kharaab aaye

    is tarah apanii Khamashii guu.Njii
    goyaa har simt se jawaab aaye

    'Faiz' thii raah sar basar ma.nzil
    ham jahaa.N pahu.Nche kaamayaab aaye


    Next.....Zakia Ghazal

  4. #14
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    342
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Let' Play Shairi

    munsifo.n saliibo.n par faisale nahii.n hote
    besabab baGaavat ke saanahe nahii.n hote

    jhuuTh aur sadaaqat kii jang to azal se hai
    phir bhii sach pe jiine ke hausale nahii.n hote

    soch ke judaa honaa phir ke mil na paaye.nge
    kyo.n ke is zamaane me.n mojeze nahii.n hote

    jo bhii the gile shikave duur kar ke jaanaa thaa
    kam se kam bichha.Dane par dil bure nahii.n hote

    chaa.Nd se kahaa ham ne tum hii raat bhar jaago
    ham se us kii yaado.n me.n rat_jage nahii.n hote


    next sadullah shah


  5. #15
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Let' Play Shairi

    Hansi ki baat ke us ne wahan bula ke mujhey
    Bahut rulaya kahani meri suna ke mujhey

    Har aik lamha mera khauf ki giraft mai hai
    Muhafizon se bachayega kon aa ke mujhey

    Kammale fun se liya kaam us ne mujh se bhi
    Tabah apne udoo ko kiya bacha ke mujhey

    Wo baagh baagh hua hai to besabab bhi nahee
    Mila hai kuchh to usey khak mai mila ke mujhey

    Usey banaya tha maine badi muhabbat se
    Khuda gawaah ke wo bhi chala sake na mujhey

    Usey kaho ke mai hazir mazeeed dukh de de
    Bahut sukoon mila hai agar sata ke mujhey

    Adeem Hashmi

  6. #16
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    342
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Let' Play Shairi

    ademhashmi033d - Let' Play Shairi


    next GHALIB

  7. #17
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: Let' Play Shairi

    aah ko chaahiye ik 'umr asar hone tak
    kaun jeeta hai teree zulf ke sar hone tak ?

    daam har mauj meiN hai halqa-e-sad_kaam-e-nahaNg
    dekhaiN kya guzre hai qatre pe guhar hone tak

    aashiqee sabr talab aur tamanna betaab
    dil ka kya rang karooN KHoon-e-jigar hone tak ?

    ham ne maana ke taGHaful na karoge, lekin
    KHaak ho jaayeNge ham tumko KHabar hone tak

    partav-e-khur se hai shabnam ko fana'a ki taaleem
    maiN bhee hooN ik inaayat ki nazar hone tak


    yak_nazar besh naheeN fursat-e-hastee GHaafil
    garmi-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hone tak


    GHam-e-hastee ka 'Asad' kis'se ho juz marg ilaaz
    shamma'a har rang meiN jaltee hai sahar hone tak


    Bashir Badar

  8. #18
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    4,000
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474857

    Default Re: Let' Play Shairi

    1396 big - Let' Play Shairi

    Nxt Noshi gilani

    2q0koia - Let' Play Shairi

  9. #19
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    342
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Let' Play Shairi

    nig 12 - Let' Play Shairi

  10. #20
    Join Date
    Feb 2008
    Posts
    342
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    0 Thread(s)
    Rep Power
    21474853

    Default Re: Let' Play Shairi

    next FAKHIRA BATOOL

Page 2 of 11 FirstFirst 1234 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •