Page 1 of 4 123 ... LastLast
Results 1 to 10 of 33

Thread: Ek Uljhan Mere Saath

  1. #1
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Ek Uljhan Mere Saath

    Salam

    Doston Agar Ek Dost Aap Ki Life Main Aaye

    Aur Bohot Acha Waqt Guzre Us Ke Saath

    Aur Wo Achanak Badal Jaaye

    Jo Aap Ke Gham Main Roye Aur Aap Ko Hausla De Aage Barhne Ka

    Lekin Agar Achanak Wo Badal Jaaye

    Usay Bila Waja Aap Ka Saath Bura Lagne Lage

    Aap Usay Messages Bhejo Aur Jawab Na Aayein To Kiya Guzre Gi?

    Mere Saath Aaj Kal Aisa Hai

    So Plzzz Serios Reply Dena Mazaq Main Mat Lena Baat

    Waiting 4 Ur Replies
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  2. #2
    Join Date
    Jun 2008
    Location
    qatar
    Posts
    8,235
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    hmmmm very sad mr st

    wese aap aese dost kion banate ho jo waqt k sath sath sath chhor den

    agar dost banate bhi ho to aitni aumeed hi na rakho agar rakhni hi hai to aese insaan se rakho jo aese badal na jaae
    sigpic317 6 - Ek Uljhan Mere Saath

  3. #3
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    Hmmmmmm Waqt Ka Kiya Pata Kaun Mausam Ke Saath Badal Jaaye
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  4. #4
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath


    mufi nay sahi kaha
    insan say ummidein nahi rakhni chaiyen, kyon k jab woh to'ti'ti hein tou dukh hota hai, jiasay app ko hua!
    aur waqat k saath log badal jatey hein, un ki koi majboriyan hoti hein, kuch values hoti hein.
    bus bhool jana chiaye, kyon k hum kia ker saktey hein agar koi pehlay jaisa na rahey.
    ya yeh bhi ho sakta hai k sirf aap ko aisa lagay woh badal ga'ay hein, magar woh na badlay hon.
    shayd aap ki expectattions badal gaye hon?
    dono tara dekhna chiaye
    but life never stops until death............so move on

  5. #5
    Join Date
    Jun 2008
    Location
    qatar
    Posts
    8,235
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    hmmm ab dekhain sab aapko kia mashwara dete hain muje jo theek laga mene aapko mashwara dia
    sigpic317 6 - Ek Uljhan Mere Saath

  6. #6
    Join Date
    Jun 2008
    Location
    qatar
    Posts
    8,235
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474861

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    Quote Originally Posted by Hijab View Post

    mufi nay sahi kaha
    insan say ummidein nahi rakhni chaiyen, kyon k jab woh to'ti'ti hein tou dukh hota hai, jiasay app ko hua!
    aur waqat k saath log badal jatey hein, un ki koi majboriyan hoti hein, kuch values hoti hein.
    bus bhool jana chiaye, kyon k hum kia ker saktey hein agar koi pehlay jaisa na rahey.
    ya yeh bhi ho sakta hai k sirf aap ko aisa lagay woh badal ga'ay hein, magar woh na badlay hon.
    shayd aap ki expectattions badal gaye hon?
    dono tara dekhna chiaye
    but life never stops until death............so move on

    bilkul theek kaha hijab ne
    sigpic317 6 - Ek Uljhan Mere Saath

  7. #7
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    Quote Originally Posted by Hijab View Post

    mufi nay sahi kaha
    insan say ummidein nahi rakhni chaiyen, kyon k jab woh to'ti'ti hein tou dukh hota hai, jiasay app ko hua!
    aur waqat k saath log badal jatey hein, un ki koi majboriyan hoti hein, kuch values hoti hein.
    bus bhool jana chiaye, kyon k hum kia ker saktey hein agar koi pehlay jaisa na rahey.
    ya yeh bhi ho sakta hai k sirf aap ko aisa lagay woh badal ga'ay hein, magar woh na badlay hon.
    shayd aap ki expectattions badal gaye hon?
    dono tara dekhna chiaye
    but life never stops until death............so move on
    Thx Hijab

    Aap Ki Baat Se Bilkul Mutafiq Hoon

    Baat Ke Bhi Do Pehloo Hote Hain

    Beshak Insan Waqt Ke Saath Badal Jaata Hai Koyi Shak Nahin

    Yaa Hamare Sochne Ka Nazariya Badal Jaata Hai Is Main Bhi

    Koyi Shak Nahin Hai

    Lekin Jub Dono Hi Ek Waqt Main Ek Saath Hain Aur Saamne Waale Ko

    Khayaal Hi Nahin Kuch To Thora Bohot To Feel Hota Hai

    Well Aap Ne Sahi Kaha Life Never Stop Until Death


    Thx Alot 4 Reply
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  8. #8
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    Quote Originally Posted by mufliha View Post
    hmmm ab dekhain sab aapko kia mashwara dete hain muje jo theek laga mene aapko mashwara dia
    Jee Thx Mufliha Jee
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  9. #9
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Canada
    Posts
    25,300
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    442 Thread(s)
    Rep Power
    11381706

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Thx Hijab

    Aap Ki Baat Se Bilkul Mutafiq Hoon

    Baat Ke Bhi Do Pehloo Hote Hain

    Beshak Insan Waqt Ke Saath Badal Jaata Hai Koyi Shak Nahin

    Yaa Hamare Sochne Ka Nazariya Badal Jaata Hai Is Main Bhi

    Koyi Shak Nahin Hai

    Lekin Jub Dono Hi Ek Waqt Main Ek Saath Hain Aur Saamne Waale Ko

    Khayaal Hi Nahin Kuch To Thora Bohot To Feel Hota Hai

    Well Aap Ne Sahi Kaha Life Never Stop Until Death


    Thx Alot 4 Reply
    good

  10. #10
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Someone's Heart
    Posts
    25,848
    Mentioned
    1 Post(s)
    Tagged
    24 Thread(s)
    Rep Power
    21474878

    Default Re: Ek Uljhan Mere Saath

    agree wid hijab....
    SD ki Basanti

    Chal DhanoOo

    I Love the feelings When U Hold My Hand....

    53339010150654137193873 - Ek Uljhan Mere Saath

Page 1 of 4 123 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •