kya baat hai heer
lajawab sharing
Us k sufaid paron talay rait the. or meri siyah aankhon main aansoo thay. Woh us jheel pe marnay k liye aa gai the. or main wahan khara khara he mar gaya tha. Maan lijiye kabhi kabhi mardon k bhe aansoo aa jatay hain�
Jab kisi ke shashm-e-heraan main sitaray chamaktay thay tab humara khayal tha k humain mohabbat hai. or humain lagta tha k humari mohabbat sub say alag hai. or humain bohat mohabbat the, humain yehi lagta tha. or muneer niazi us waqt jhoot boltay thay k
Mohabbat ab nahi ho ge,
Yeh kuch din baad main ho ge,
Guzar jayin gay jab yeh din,
Yeh in ke yaad main ho ge..
Jhoot boltay thay�
Or pata bhe nahi chala kab parhai khatm hoi. Mujhay final exams say pehlay he job mil gai. Promotion hoti gai. Phir mujhay head office Lahore bula lia gaya. Us nay bhe job shuru kar de. Phir gher basanay ka khayal aaya. Kuch bhe to pata nahi chala�
Pata to us din chala jab us ke shashm-e-heraan or heraan ho gai. Humain nahi pata tha mohabat zaat nahi hoti. Zaat hi zaat hoti hai. Or us k abbu ko samajh nahi aa raha tha k woh jutt logon say bahar kaisay rishta tay kar dain. Yeh kabhi howa nahi tha. or isi liye nahi ho sakta tha. Or�. Howa bhe nahi� Or woh din guzar gaye� Shashm-e-heraan main sitaray na rahay. Jamal-e-abr-o-bara�n dobara nahi deekha. or ab lagta ha muneer niazi jhoot nahi kehtay thay�
Or us k sufaid paron talay rait the� Or meri siyah aankhon main aansoo thay�
Last edited by DaNgErOuS tEaRs; 23-08-2012 at 02:05 PM.
kya baat hai heer
lajawab sharing
​
bhot khoubsurat iqtibas hia
bhot acha...
Thanks 4 shairng
Nice Sharing
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
thanks
nice sharing.
keep posting.
q k mujhe aap k threads pasand hei.
**HAPPY RAMZAN KAREEM**