kabhi tum khud bhi aa k dekho yeh manzar shaam se pheley
yeh lab kaise chamaktey hian tumhare naam se pheley
nahi mumkin mian raah-e-shoq se wapas palat jaon
parinde to nahi lotey kabhi ghar shaam se pheley
nahi malom kab se hai taluk istawar apna
tumhara aks tha dil main tumhare naam se phele
​
Very Nice
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
boht achey
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
*~*~*~*ღ*~*~*~**~*~*~*ღ*~*~*~*
khubsurat