Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 17

Thread: Aisa kyon hota hai?

Hybrid View

Previous Post Previous Post   Next Post Next Post
  1. #1
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Aisa kyon hota hai?

    Aslam Alikum Everyone,

    Agr insan ko kisi sa mohabat ho..Tu amoman us ki manzil yehi samjhi jati hai k shadi ho gaye chalo ji piyar ki bhi takmeel ho gaye

    My qs is,kia shadi ho jana sa waqi hamain us shaks ki mohabat mil jati hai??Mohabat ki takmeel ho jati hai??Ye tu aik ehsas hai na dil ka?Agr shadi na ho tu matlab takmeel bhi nahi hoti??

    Meinay boht socha per kuch samjh mein nahi aya..As far as my opinion is concerned i dun agree,k shadi zaroori hai mohabat k bad..Kia jin logo ki shadi nahi hoti aps mein wo mohabat nahi ker saktay?
    namilakerudaslogose - Aisa kyon hota hai?

    There is no good or evil,there is only power and those

    too weak to seek it!!

  2. #2
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    Waalikumaslam

    g muhabbat kren to shaadi zaroori nahi lakin jis say hum muhabbat krty hain us k bagher rehna b mushkil hota hai...isi liye hum chahty hain k jis say muhabbat krty hain usi say shaadi kren

    ab socho agr hum muhabbat kisi or say kren or shaadi kisi or say to kia hum us insaan say raabta qayem rakh skty hain jisy hum akely chor aaye hain?

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  3. #3
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    Mera matlab tha kia mohabat jismani rishto ki mohtaj hai?....

    Aur kia mohabat bus yehi hoti hai k shadi ho gaye tu bus bat khatam..Mera tu khyial hai ye esi tashnagi hai jo shaid kabhi khatam nahi hoti..Fir shadi per q itna focus kia jata hai?
    namilakerudaslogose - Aisa kyon hota hai?

    There is no good or evil,there is only power and those

    too weak to seek it!!

  4. #4

    Agr for instance hamari shadi us shaks sa nahi ho saki whom we love aur kehin aur ho gaye..Tu kia wo pehli mohabat khatam ho jati hai???Aur agr rehti hai dil mein tu is mein insan k kia kasor..Mohabat per akhtiyar tu nahi hota na?
    namilakerudaslogose - Aisa kyon hota hai?

    There is no good or evil,there is only power and those

    too weak to seek it!!

  5. #5
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    Quote Originally Posted by nida_ali_nido View Post

    g nahi muhabbat jismani rishton ki muhtaaj nahi hoti...

    ok aap khud btao kia aap us insaan k bagher reh skti ho jis say aap muhabbat krti ho?

    nahi pehli muhabbat khtm nahi hoti lakin hum logon ko wo muhabbat khtm krna prti hai dosron k liye...

    g haan insaan ka koi qasoor nahi lakin ye dunia waaly muhabbat krny walon ko smjhny lagen to koi problem ho hi nahi skti

    muhabbat pr kisi k ikhtyaar nahi hota

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  6. #6
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    Quote Originally Posted by *Lucky* View Post
    g nahi muhabbat jismani rishton ki muhtaaj nahi hoti...

    ok aap khud btao kia aap us insaan k bagher reh skti ho jis say aap muhabbat krti ho?

    Aur agr shadi mumkin hi na ho ye kisi waja sa na ho saky tu kia kery insan

    Ab suicide tu kernay sa reha banda..Reh tu waqi nahi sakty..Aur suicide haram hai tu fir kia kery insan

    [/quote]nahi pehli muhabbat khtm nahi hoti lakin hum logon ko wo muhabbat khtm krna prti hai dosron k liye...

    g haan insaan ka koi qasoor nahi lakin ye dunia waaly muhabbat krny walon ko smjhny lagen to koi problem ho hi nahi skti

    muhabbat pr kisi k ikhtyaar nahi hota[/quote]

    Agr akhtiyar hota tu wo mohabat thori hoti siso.....

    Zalim samjh
    namilakerudaslogose - Aisa kyon hota hai?

    There is no good or evil,there is only power and those

    too weak to seek it!!

  7. #7
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    Quote Originally Posted by nida_ali_nido View Post
    Aur agr shadi mumkin hi na ho ye kisi waja sa na ho saky tu kia kery insan

    Ab suicide tu kernay sa reha banda..Reh tu waqi nahi sakty..Aur suicide haram hai tu fir kia kery insan

    Agr akhtiyar hota tu wo mohabat thori hoti siso.....

    Zalim samjh
    haan ye baat to hai k kisi waja say mumkin na ho to insaan ko brdaasht krna prta hai majboori hoti hai....

    g suicide waqy e haram hai us k baary main to sochna b nahi chahiye

    haan ye zalim smaaj hai isy kisi ki koi fikr nahin...

    khair Allah kisi ko kisi say door na kry...
    agr muhabbat krny waly mil nahi skty to un k dil main muhabbat paida hi na kry(ameen)

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  8. #8
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    Han per sub k naseeb itna changa ho jaye tu kia hi bat hai
    namilakerudaslogose - Aisa kyon hota hai?

    There is no good or evil,there is only power and those

    too weak to seek it!!

  9. #9
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    sweet home
    Posts
    10,033
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    10737444

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    Quote Originally Posted by nida_ali_nido View Post
    Han per sub k naseeb itna changa ho jaye tu kia hi bat hai
    yes u r right

    hum to bus dua hi kr skty hain

    Khud Ko Bud Naseeb Kehny K Gunaah Say Bachty Raho

  10. #10
    Nida_Ali_Nido's Avatar
    Nida_Ali_Nido is offline _gσℓ∂єη ρнσєηιχ_
    Join Date
    May 2008
    Location
    gσ∂яι¢'s нσℓℓσωѕ
    Posts
    16,281
    Mentioned
    35 Post(s)
    Tagged
    5874 Thread(s)
    Rep Power
    21474869

    Default Re: Aisa kyon hota hai?

    And u know,meinay api uni mein bhi dekha hai.Jo larkia flirt kerti hain unko koi prob nahi hota...Dates per jati hain batain kerti hain..Per agr koi waqi kisi sa piyar kerti ho tu hazar probs atay hain bech mein..Roz milna tu dur shakal dekhni naseb nahi hoti
    namilakerudaslogose - Aisa kyon hota hai?

    There is no good or evil,there is only power and those

    too weak to seek it!!

Page 1 of 2 12 LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •