Jitni Samajh Aayi Us Ke Liye
takra gai rasay main ek chanchal si larki
pagal muay bana gai wo pagal si larki
kaabi dakay payar say kr lay kaabi byrukhai
kasay samjaion esay ha wo mushaqal se larki
taraphti tu ho gi shaid kasi k payar main
jabi tu laghti ha payasay sahil se larkhi
kabi simat ata ha payar en ghazali ankhon main
kaabiban jatii ha wo awara badal se larki
or jab b roay khood b baaih jati ha
en dakhon k ralay main kajal si larki
phooln ko choolay tu hath zakhami ho jain
etni nazak ha wo kisi malmal see larkihi
jis ki doaian manghta ha sohail sharoo say
mil gai akhar esay apnay he dil se larkihi
Jitni Samajh Aayi Us Ke Liye
پھر یوں Ûوا Ú©Û’ درد مجھے راس Ø¢ گیا
Bahut umda