Assalam-o-Alikum WR WB
Wah naz bhot umda Khalil Jibran ko ziyada share kiya karo , me ny inko Iqtiabs mai hi parha hay ...
FeamnAllah
Murhum yeh nahi ke tum kisi ke zakhmo per phaya rakh do...Murhum yeh hai ke tum zakham se uthne wale thainso main sharek hojao...ke dosro ke dard main sharek hona naik rohoon ka qurb hasil karna hai.zuban se lagaye hue zakhmo per koi Murhum kargur nahi hota...yeh aise zakham hain jo nazar nahi ate...magar in se uthne wale thainse rooh ko ghayal kardete hian...tu kiya tum do methe bol,bol kar logo ke zakham thek nahi karsakte ?...do methe bol aise zod asur Murhum ki tarah hain...jo gehre zakhmo ko shafa ata karne ki selaheyat se malamal hoo.
khalil Jibran ki ~*~Jibraneyat~*~ se Iqtebas
Assalam-o-Alikum WR WB
Wah naz bhot umda Khalil Jibran ko ziyada share kiya karo , me ny inko Iqtiabs mai hi parha hay ...
FeamnAllah
Walekam-Aslam BP!
@ Naz Sahiba
bohat achi sharing hai
bay-shak lafzon kay zakham, dshtar kay zakahm say gherey hotey hein!
bhut zabardast intekhab ha ...
sahi.....
v nice dear...