bahoot khoob janab nice poetry
bahoot khoobsurat gazal likhia hai aap ne
ASLAAM O ALEKUM,
dosto main phir se haazir,apni aek nayi ghazal ke saath,nayi to kher naheen hain,kuchh arsa pehley kahi thi,balke yeh kehna ziyaada behtar hai ke meri pehli ghazal hai,jo baaqaaida waz,aor behar ka khayaal rakh ke kahi thi,
so ghazal paRiye,lekin apni bahot qeemati aara se nawaazana naheen bhooliye ga,
bahot khush rahiye,
Dastaar beich kar maiN bachaauN jo Zain sar
hai aarzoo-e-zeest, magar is qadar naheeN
bahoot khoob janab nice poetry
bahoot khoobsurat gazal likhia hai aap ne
Walekam-Aslam
very well written!
bht achey gazal likhye hai
bhot umda janab...ap ki tarif kaise ki jaye yeh samj he nahi ati
yaar zain kamal ki ghazal kahi hay..or is main kuch tumhara andaz e bayan badla huwa dikha huwa...boht saadgi say tum nay share kahain hain...or ye kawish mujhay bay had pasand aai hay,,tarannum ,taghazzul,sahl e mumtana,,sabhi kuch hay ustaad ji sada khush raho..or parhwatay raho or daad samait tay raho