paprichaat2lm3 - Papri Chaat

Maida..............................Aik cup

Tail.............................Aik khanay ka chamach

Aaloo..........................Aik Cup (Ublal Lein Aur Chotay Chotay Tukron mein Kaat Lein)

Aanaar..........................2 khanay k chamach

Safaid Chanay....................1 Cup

Tail (Oil)................Talne k liye

Imli Ki Chutni k Liye
Imli ka Guda...................1/2 Cup

Samundri Namak..........................1/2 Chaye ka chamach

Sabit Zeera...........................1 Chaye ka chamach

Dahi ..........................2 Cup

Namak........................... Hasb-e-Zaiqa

==========================================
Imli,Namak,Samundri namak,Zeerqa 'Dahi Mix ker k imlli ki chutni bana lein
Aur aik Traf rakh dein

Maiday ko tail(oil) k sath gundh lein
Is k Baad Bareeek Patli si roti Bail lein
Ab is ko choti gol papriyon mein kat lein
Tail garam kar k is mein Fry kar lein
aur sunhri ho jayein to nikal lein is ko thnada kar lei
ePapri chaat paish karnay se pehle aik Plate mein Papriyan tor ekr ya kaat ker dalein phir chanay Aaloo Kati hui piyaz dalein aur mix kariye phir jo imli ki chutni bnayi thi woh daal ker mix kariye aur hari mirchei bareek kaat ker daal dein Aakhir mein anar dana daal ker pais kariye 1 - Papri Chaat

Aur agar papri theek na ban paye aap se to aik kaam karein main ne tajraba kiya aur kamyab raha aap na Bzar s eRoll pati magwa lo aur un roll pattis ko oil mein fry ker lo aur itna karo k woh brown ho jayein jaise k samosay hotay hain aur unhe utar lo thori der mein woh paper ki trah sakht ho jayein gay phir un ko tor tor ker as a papri use kar lo 1 - Papri Chaat simple