Page 3 of 6 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 21 to 30 of 56

Thread: """Naaz"""..:P

  1. #21
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by naz View Post
    nahi wajeeh haqiqat is se mukhtalif hia,,yeh sub baatian hain
    haqiqat jab ashkar hoti hai tu pata chalta hai
    sirf khush fehmi ka box tha jo ab toat chuka hia...

    u to serious ho gayee jabkey nick me ka hai serious_thoughts
    baat u ki sahi hai is lye kisi bhi tarhan ki fehmi se bachna chahiye ab chahay wo khush fehmi ho ya ghalat fehmi bas haqeeqat pasandi per guzara karna chahiye .. what say
    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..

  2. #22
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by serious_thoughts View Post

    han
    leken jab yeh haqiqat samne ati hia tu
    kafi taklef hoti hia....
    leken chalo phir bhi insan sanbhal he jata hai...
    insan jo hua...

  3. #23
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by naz View Post
    han
    leken jab yeh haqiqat samne ati hia tu
    kafi taklef hoti hia....
    leken chalo phir bhi insan sanbhal he jata hai...
    insan jo hua...

    hmm waqt per sambhal jaaye to acha hi hai warna aur zindagi bhar ka rog ban jata hai ..

    guftugu serious ho gayee kaafi

    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..

  4. #24
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: """Naaz"""..:P

    serious kiya hogaye
    awein discussion hia
    ...

  5. #25
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by naz View Post
    serious kiya hogaye
    awein discussion hia
    ...

    Dekh Naz baat ye hai ke .. kaha jata hai parha jaata hai ke Muhabbat ye ehsas hai wo ehsaas hai aisa jazba hai waisey jazba hai is me khushi bhi hai ghum bhi hai sacrifice bhi hai compromise bhi hai lekin haqeeqat me jo muhabbat se do chaar hota hai un me se 10% log bhi khush nai rah paatay chahay wajah jo bhi ho .. Dunya me waisey hi itney ghum itni pareshaniyan hain logon ka muhabbat se yaqeen hi uth chuka hai aur jinka hai bhi wo ya to thokar khaa kar bethey hain ya doosri rah apna hi hai .. Haqeeqat me bas naam ki had tak hi rah gayee hai

    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..

  6. #26
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by serious_thoughts View Post

    Dekh Naz baat ye hai ke .. kaha jata hai parha jaata hai ke Muhabbat ye ehsas hai wo ehsaas hai aisa jazba hai waisey jazba hai is me khushi bhi hai ghum bhi hai sacrifice bhi hai compromise bhi hai lekin haqeeqat me jo muhabbat se do chaar hota hai un me se 10% log bhi khush nai rah paatay chahay wajah jo bhi ho .. Dunya me waisey hi itney ghum itni pareshaniyan hain logon ka muhabbat se yaqeen hi uth chuka hai aur jinka hai bhi wo ya to thokar khaa kar bethey hain ya doosri rah apna hi hai .. Haqeeqat me bas naam ki had tak hi rah gayee hai

    hmm janti hon...leken maine Mohabbat ko tu kuch nahi kha
    maine tu khush fehmi ko kha hia...ke is ki haqiqat ashkar hone per
    kiya hal hosakta hai...insan ka...ke jis khusf fehmi main they
    wo waqie khush fehmi thi...
    Mohabbat tu Mohabbat hai bus...
    iski main kabhi buriye nai karskati...na isko bura kehsakti
    koi bhi jazba bura nahi hota ise
    bura hum insan hamare raviye bura bana dete hain...

  7. #27
    Iman's Avatar
    Iman is offline Ĵεάℓoμςұ мзάηş !'м ĝя8..
    Join Date
    Jan 2009
    Location
    ς α я α ς н เ
    Age
    36
    Posts
    3,785
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474855

    Default Re: """Naaz"""..:P

    . . . nice yar . .
    ...
    .
    .

    .
    .
    .. PℛℐПČΞŚŚ - Ú..
    2po8b3s - """Naaz"""..:P

  8. #28
    Join Date
    Mar 2008
    Location
    Hijr
    Posts
    152,881
    Mentioned
    108 Post(s)
    Tagged
    8578 Thread(s)
    Rep Power
    21475005

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by Arslan View Post
    Main Utha Sakta Hoon jab Naaz Tumhare Jaana
    Tum Kisi Aur ko Chaaho tu Bura lagta Hai

    Bewafa Laug

    Nice Sher
    پھر یوں ہوا کے درد مجھے راس آ گیا

  9. #29
    Join Date
    Feb 2008
    Location
    Karachi, Pakistan, Pakistan
    Posts
    126,450
    Mentioned
    898 Post(s)
    Tagged
    10965 Thread(s)
    Rep Power
    21474979

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by Silent Tears View Post
    Bewafa Laug

    Nice Sher
    kis ko kahing bewafa

  10. #30
    Join Date
    Mar 2009
    Location
    USA
    Posts
    2,403
    Mentioned
    0 Post(s)
    Tagged
    31 Thread(s)
    Rep Power
    21474854

    Default Re: """Naaz"""..:P

    Quote Originally Posted by naz View Post
    hmm janti hon...leken maine Mohabbat ko tu kuch nahi kha
    maine tu khush fehmi ko kha hia...ke is ki haqiqat ashkar hone per
    kiya hal hosakta hai...insan ka...ke jis khusf fehmi main they
    wo waqie khush fehmi thi...
    Mohabbat tu Mohabbat hai bus...
    iski main kabhi buriye nai karskati...na isko bura kehsakti
    koi bhi jazba bura nahi hota ise
    bura hum insan hamare raviye bura bana dete hain...
    haan bas mai pata nai kahan nikal gaya .. u ne sahi kaha haqeeqat ka samna jab hota hai to kaafi kuch bikhar jata hai ..
    Jahan tak Muhabbat ki baat hai to me khud is ka shikaar ho chuka hun is lye koi buri baat nai keh sakta bas jo dekha ab tak ki zindagi me apnay ird gird wo nikal gaya zabaan se.. u r ryt koi jazba bura nai hota ye bas hum insaan hi hain jo acha ya bura bana detey hain .. totally agreed /up
    Tujhe Bhula Diya..
    Phir Kyun Teri Yadon ne..
    Mujhe Rula Diya ..

Page 3 of 6 FirstFirst 12345 ... LastLast

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •