Tujhe Bhula Diya..
Phir Kyun Teri Yadon ne..
Mujhe Rula Diya ..
serious kiya hogaye
awein discussion hia
...
Dekh Naz baat ye hai ke .. kaha jata hai parha jaata hai ke Muhabbat ye ehsas hai wo ehsaas hai aisa jazba hai waisey jazba hai is me khushi bhi hai ghum bhi hai sacrifice bhi hai compromise bhi hai lekin haqeeqat me jo muhabbat se do chaar hota hai un me se 10% log bhi khush nai rah paatay chahay wajah jo bhi ho .. Dunya me waisey hi itney ghum itni pareshaniyan hain logon ka muhabbat se yaqeen hi uth chuka hai aur jinka hai bhi wo ya to thokar khaa kar bethey hain ya doosri rah apna hi hai .. Haqeeqat me bas naam ki had tak hi rah gayee hai
Tujhe Bhula Diya..
Phir Kyun Teri Yadon ne..
Mujhe Rula Diya ..
hmm janti hon...leken maine Mohabbat ko tu kuch nahi kha
maine tu khush fehmi ko kha hia...ke is ki haqiqat ashkar hone per
kiya hal hosakta hai...insan ka...ke jis khusf fehmi main they
wo waqie khush fehmi thi...
Mohabbat tu Mohabbat hai bus...
iski main kabhi buriye nai karskati...na isko bura kehsakti
koi bhi jazba bura nahi hota ise
bura hum insan hamare raviye bura bana dete hain...
. . . nice yar . .
...
.
.
.
.
.. Pâ„›â„ПČΞŚŚ - â„ℳ Ú..
haan bas mai pata nai kahan nikal gaya .. u ne sahi kaha haqeeqat ka samna jab hota hai to kaafi kuch bikhar jata hai ..
Jahan tak Muhabbat ki baat hai to me khud is ka shikaar ho chuka hun is lye koi buri baat nai keh sakta bas jo dekha ab tak ki zindagi me apnay ird gird wo nikal gaya zabaan se.. u r ryt koi jazba bura nai hota ye bas hum insaan hi hain jo acha ya bura bana detey hain .. totally agreed /up
Tujhe Bhula Diya..
Phir Kyun Teri Yadon ne..
Mujhe Rula Diya ..